Photo courtesy/credit Saregama Music.
Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar-Song contents:
Parbat Ke Is Paar
Parbat Ke Us Paar
Goonj Uthi Chham Chham
Chham Chham Chham
Chham (2)
Goonj Uthi Chham Chham Chham
Meri Paayal Ki Jhankaar
Aa…
Aa…
Goonj Uthi Chhanan Chhanan
Meri Paayal Ki Jhankaar
Parbat Ke Is Paar
Parbat Ke Us Paar
Goonj Uthi Chham Chham Chham
Meri Paayal Ki Jhankaar
Aa…
Aa…
Ho…
Aa…
Aa…
Ho…………….
Mukh Pe Padi Thi Kab Se
Chup Ki Ik Zanjeer
Ho…..
Mukh Pe Padi Thi Kab Se
Chup Ki Ik Zanjeer
Mandir Me
Chupchaap Khadi Thi
Main Ban Ke Tasveer
Aa Chal Ga
Main Saath Hoon Tere
Chhed Diye Hain Saraswati
Devi Ne Taar Sitaar
Parbat Ke Is Paar
Parbat Ke Us Paar
Goonj Uthi Chham Chham Chham
Teri Paayal Ki Jhankaar…………
Gham Ik
Chitthi Jis Me
Kushiyon Ka Sandesh
Ho…
Ho..
Aa..
Gham Ik
Chitthi Jis Me
Kushiyon Ka Sandesh
Geet Tabhi Man Se Uthta Hai
Jab Lagti Hai Thes
Aa Chal Ga
Main Saath Hoon Tere
Lay Na Toote Taal Na Chhoote
Chhoote Ye Sansaar
Parbat Ke Is Paar
Parbat Ke Us Paar
Goonj Uthi Chham Chham Chham
Teri Paayal Ki Jhankaar…………
Phool Bane Hain Ghungharu
Ghungharu Ban Gaye Phool
Ho…
Phool Bane Hain Ghungharu
Ghungharu Ban Gaye Phool
Toot Ke Paanv Me
Sab Kaliyaan
Bichh Gayin Ban Kar Dhool
Ta Thaiyya
Ta Thaiyya Dekho
Jhoom Ke Naach Uthi Hai
Mere Ang Sang
Mast Bahaar
Parbat Ke Is Paar
Parbat Ke Us Paar
Goonj Uthi Chham Chham Chham
Meri Paayal Ki Jhankaar
Aa…
Aa…
Goonj Uthi Chhanan Chhanan
Meri Paayal Ki Jhankaar
Aa…
Aa…
Aa…
Aa…
Aa…………..
Song: Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar
Film: Sargam (1979)
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Jaya Prada, Rishi Kapoor
परबत के इस पार
परबत के उस पार
गूँज उठी छम छम
छम छम छम
छम (2)
गूँज उठी छम छम छम
मेरी पायल की झंकार
आ…
आ…
गूँज उठी छननन छननन
मेरी पायल की झंकार
परबत के इस पार
परबत के उस पार
गूँज उठी छम छम छम
मेरी पायल की झंकार
आ…
आ…
हो…
आ…
आ…
हो…………….
मुख पे पड़ी थी कब से
चुप की इक ज़ंजीर
हो…..
मुख पे पड़ी थी कब से
चुप की इक ज़ंजीर
मंदिर में
चुपचाप खड़ी थी
मैं बन के तस्वीर
आ चल गा
मैं साथ हूँ तेरे
छेड़ दिये हैं सरस्वती
देवी ने तार सितार
परबत के इस पार
परबत के उस पार
गूँज उठी छम छम छम
तेरी पायल की झंकार…………
ग़म इक
चिट्ठी जिस में
खुशियों का सन्देश
हो…
हो…
आ..
ग़म इक
चिट्ठी जिस में
खुशियों का सन्देश
गीत तभी मन से उठता है
जब लगती है ठेस
आ चल गा
मैं साथ हूँ तेरे
लय ना टूटे ताल ना छूटे
छूटे ये संसार
परबत के इस पार
परबत के उस पार
गूँज उठी छम छम छम
तेरी पायल की झंकार…………
फूल बने हैं घुँघरु
घुँघरु बन गये फूल
हो…
फूल बने हैं घुँघरु
घुँघरु बन गये फूल
टूट के पाँव में
सब कलियाँ
बिछ गयीं बन कर धूल
ता थैय्या
ता थैय्या देखो
झूम के नाच उठी है
मेरे अंग संग
मस्त बहार
परबत के इस पार
परबत के उस पार
गूँज उठी छम छम छम
मेरी पायल की झंकार
आ…
आ…
गूँज उठी छननन छननन
मेरी पायल की झंकार
आ…
आ…
आ…
आ…
आ…………..
गीत: परबत के इस पार परबत के उस पार
फिल्म: सरगम (1979)
गायक: लता मंगेशकर, मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: जया प्रदा, ऋषि कपूर
Q. When did the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar” release?
Ans. The song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar” is from Sargam (1979). Ultra Bollywood uploaded the Video Song on YouTube on 28 January 2010. Saregama Music uploaded the Lyrical Audio Song on 24 March 2017
Q. Who is the lyricist of the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”?
Ans. Anand Bakshi is the Lyricist for the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”.
Q. Who is the Music Director of the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”?
Ans. The duo Laxmikant-Pyarelal is the Music Director for the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”.
Q. Who is the singer(s) of the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”?
Ans. Mohammed Rafi and Lata Mangeshkar are the singers of the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar” from Sargam (1979).
Q. Who are the performer(s) in the song, or who are the actors/actress in the song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”?
Ans. Jaya Prada and Rishi Kapoor have performed in the Song “Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar”.
We hope that you like the lyrics of Parbat Ke Is Paar Parbat Ke Us Paar. Our team tries hard to provide accurate lyrics, especially in Hindi.
We do not copy and paste lyrics like other websites. The team of Bollywood Product listens to a particular song and then provides the lyrics in a unique way that no other website is providing.
We have color-coded every song’s lyrics. The Pink portion depicts the voice of the Female(s), the Blue part shows the voice(s) of the Male, and the Violet color represents the Chorus or dual voices of Male(s) and Female(s).
It takes a lot of time to listen and re-write the lyrics. However, we keep in mind the accuracy and not the time. Bollywood Product writes for its users and not for Google or any other search engines.
We hope that you will share the lyrics with your near and dear ones to give us a source of motivation. We promise you to provide the latest song lyrics (Bollywood) with the best user experience.