Lyrics in English | Tu Jahaan Jahaan Chalega (Title Song) | Mera Saaya (1966) | Sadhana
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saaya
Saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saaya
Saath Hoga
Mera Saaya (4)…………
Kabhi Mujh Ko Yaad Kar Ke
Jo Bahenge Tere Aansu
Kabhi Mujh Ko Yaad Kar Ke
Jo Bahenge Tere Aansu
To Wahin Pe Rok Lenge
Unhe Aa ke Mere Aansu
Tu Jidhar Ka Rukh Karega
Mera Saaya
Saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saaya
Saath Hoga
Mera Saaya (4)…………
Antakshari Songs from “T”
Tu Agar Udaas Hoga
To Udaas Hongi Main Bhi
Tu Agar Udaas Hoga
To Udaas Hoongi Main Bhi
Nazar Aaoon Ya Na Aaoon
Tere Paas Hoongi Main Hi
Tu Kahin Bhi Ja Rahega
Mera Saaya
Saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saaya
Saath Hoga
Mera Saaya (4)…………
Best 25 Songs of Sadhana
Main Agar Bichhad Bhi Jaoon
Kabhi Mera Gham Na Karna
Main Agar Bichhad Bhi Jaoon
Kabhi Mera Gham Na Karna
Mera Pyar Yaad Kar Ke
Kabhi Aankh Nam Na Karna
Tu Jo Mud Ke Dekh Lega
Mera Saaya
Saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saaya
Saath Hoga
Mera Saaya (4)…………
Best of Madan Mohan and Lata Mangeshkar
Mera Gham Raha Hai Shaamil
Tere Dukh Me Tere Gham Me
Mera Gham Raha Hai Shaamil
Tere Dukh Me Tere Gham Me
Mere Pyar Ne Diya Hai
Tera Saath Har Janam Me
Tu Koyee Janam Bhi Lega
Mera Saaya
Saath Hoga
Tu Jahaan Jahaan Chalega
Mera Saaya
Saath Hoga
Mera Saaya (9)…………
Song: Tu Jahaan Jahaan Chalega
Film: Mera Saaya (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music: Madan Mohan
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Featuring: Sadhana, Sunil Dutt
Lyrics in Hindi | Tu Jahaan Jahaan Chalega (Title Song) | Mera Saaya (1966) | Sadhana
तू जहॉं जहॉं चलेगा
मेरा साया
साथ होगा
तू जहॉं जहॉं चलेगा
मेरा साया
साथ होगा
मेरा साया (4)…………
कभी मुझ को याद कर के
जो बहेंगे तेरे आँसू
कभी मुझ को याद कर के
जो बहेंगे तेरे आँसू
तो वहीँ पे रोक लेंगे
उन्हें आ के मेरे आँसू
तू जिधर का रुख करेगा
मेरा साया
साथ होगा
तू जहॉं जहॉं चलेगा
मेरा साया
साथ होगा
मेरा साया (4)…………
Top 20 Songs of 1966
तू अगर उदास होगा
तो उदास हूँगी मैं भी
तू अगर उदास होगा
तो उदास हूँगी मैं भी
नज़र आऊं या ना आऊँ
तेरे पास हूँगी मैं ही
तू कहीं भी जा रहेगा
मेरा साया
साथ होगा
तू जहॉं जहॉं चलेगा
मेरा साया
साथ होगा
मेरा साया (4)…………
Best Classical Songs of Lata Mangeshkar
मैं अगर बिछड़ भी जाऊं
कभी मेरा ग़म ना करना
मैं अगर बिछड़ भी जाऊं
कभी मेरा ग़म ना करना
मेरा प्यार याद कर के
कभी आँख नाम ना करना
तू जो मुड़ के देख लेगा
मेरा साया
साथ होगा
तू जहॉं जहॉं चलेगा
मेरा साया
साथ होगा
मेरा साया (4)…………
Top 50 songs written by Raja Mehdi Ali Khan
मेरा ग़म रहा है शामिल
तेरे दुःख में तेरे ग़म में
मेरा ग़म रहा है शामिल
तेरे दुःख में तेरे ग़म में
मेरे प्यार ने दिया है
तेरा साथ हर जनम में
तू कोई जनम भी लेगा
मेरा साया
साथ होगा
तू जहॉं जहॉं चलेगा
मेरा साया
साथ होगा
मेरा साया (9)…………
गीत: तू जहॉं जहॉं चलेगा
फिल्म: मेरा साया (1966)
गायक: लता मंगेशकर
संगीतकार: मदन मोहन
गीतकार: राजा मेहदी अली खान
कलाकार: साधना, सुनील दत्त