Aaj Hamaare Dil Me
Ajab Ye Uljhan Hai
Gaane Baithe Gaana
Samne Samdhan Hai
Ham Kuchh Aaj Sunaye
Ye Unka Bhi Man Hai
Gaane Baithe Gaana
Samne Samdhan Hai……….
Kaano Ki Baaliyaan
Chaand Sooraj Lage
Ho Kaano Ki Baaliyaan
Chaand Sooraj Lage
Ye Banaras Ki
Saari Khoob Saje
Raaz Ki Baat Batayen
Haan Raaz Ki Baat Batayen
Samdhi Jee Ghayal Hain
Aaj Bhi Jab Samdhan Ki
Khankati Payal Hai
Haan Raaz Ki Baat Batayen
Samdhi Jee Ghayal Hain
Aaj Bhi Jab Samdhan Ki
Khankati Payal Hai………
Hothon Ki Ye Hansi
Aankhon Ki Ye Haya
Hothon Ki Ye Hansi
Aankhon Ki Ye Haya
Itni Masoom To
Hoti Hai Bas Dua
Raaz ki baat Batayen
Haan Raaz Ki Baat batayen
Samdhi Khush Kismat Hain
Laxmi Hai Samdhan Jee
Jin Se Ghar Jannat Hai
Haan Raaz Ki Baat Batayen
Samdhi Khush Kismat Hai
Laxmi Hai Samdhan Jee
Jin Se Ghar Jannat Hai ………
Aaj Hamaare Dil Me
Ajab Ye Uljhan Hai
Samne Samdhi Jee
Ga Rahi Samdhan Hai
Hum Ko Jo Hai Nibhaana
Wo Nazuk Bandhan Hai
Samne Samjhi Jee
Ga Rahi Samdhan Hai……….
Meri Chhaya Hai Jo
Aap Ke Ghar Chali
Meri Chhaya Hai Jo
Aap Ke Ghar Chali
Sapna Ban Ke Meri
Palkon Me Hai Pali
Raaz Ki Baat Batayen
Ho Raaz Ki Baat Batayen
Ye Poonji Jeewan Ki
Shoba Aaj Se Hai Ye
Aap Ke Aangan Ki
Raaz Ki Baat Batayen
Ye Poonji Jeewan Ki
Shoba Aaj Se Hai Ye
Aap Ke Aangan Ki
Raaz Ki Baat Batayen
Ye Poonji Jeewan Ki
Shoba Aaj Se Hai Ye
Aap Ke Aangan Ki ……..
Song: Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan)
Film: Hum Aapke Hain koun (1994)
Singer: Lata Mangeshkar, Kumar Sanu
Music Director: Raamlaxman
Lyricist: Ravinder Rawal
Featuring: Anupam Kher, Reema Lagoo, Alok Nath, Salman Khan, Madhuri Dixit, Renuka Shahane, Himani Shivpuri, Bindu, Laxmikant Berde
आज हमारे दिल में
अजब यह उलझन है
गाने बैठे गाना
सामने समधन है
हम कुछ आज सुनायें
यह उनका भी मन है
गाने बैठे गाना
सामने समधन है………..
कानों की बालियाँ
चाँद सूरज लगे
हो कानों की बालियाँ
चाँद सूरज लगे
ये बनारस की
साड़ी खूब सजे
राज़ की बात बतायें
हाँ राज़ की बात बतायें
समधी जी घायल हैं
आज भी जब समधन की
खनकती पायल है
हाँ राज़ की बात बतायें
समधी जी घायल हैं
आज भी जब समधन की
खनकती पायल है………..
होठों की ये हँसी
आँखों की ये हया
होठों की ये हँसी
आँखों की ये हया
इतनी मासूम तो
होती है बस दुआ
राज़ की बात बतायें
हाँ राज़ की बात बतायें
समधी खुश किस्मत हैं
लक्ष्मी है समधन जी
जिन से घर जन्नत है
हाँ राज़ की बात बतायें
समधी खुश किस्मत हैं
लक्ष्मी है समधन जी
जिन से घर जन्नत है……….
आज हमारे दिल में
अजब ये उलझन है
सामने समधी जी
गा रही समधन है
हम को जो है निभाना
वो नाज़ुक बंधन है
सामने समधी जी
गा रही समधन है……….
मेरी छाया है जो
आपके घर चली
मेरी छाया है जो
आपके घर चली
सपना बन के मेरी
पलकों में है पली
राज़ की बात बतायें
हाँ राज़ की बात बतायें
ये पूँजी जीवन की
शोभा आज से है ये
आप के आँगन की
राज़ की बात बतायें
ये पूँजी जीवन की
शोभा आज से है ये
आप के आँगन की
राज़ की बात बतायें
ये पूँजी जीवन की
शोभा आज से है ये
आप के आँगन की………..
गीत: आज हमारे दिल में (समधी समधन)
फिल्म: हम आपके हैं कौन (1994)
गायक: लता मंगेशकर, कुमार सानु
संगीतकार: रामलक्ष्मण
गीतकार: रविंदर रावल
कलाकार: सलमान खान, माधुरी दीक्षित, रेणुका शहाणे, अनुपम खेर, रीमा लागू, अलोक नाथ, हिमानी शिवपुरी, बिंदु, लक्ष्मीकांत बेर्डे
Q. When did the song Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan) release?
Ans. The song Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan) was released in the year 1994. However, the video was uploaded on YouTube on 30 January 2008 by Rajshri.
Q. Who is the lyricist of the song Aaj Humaare Dil Me (Samdhi Samdhan)?
Ans. Ravinder Rawal is the lyricist for the song Aaj Humaare Dil Me (Samdhi Samdhan).
Q. Who is the Music Director of the song Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan)?
Ans. Raamlaxman (Vijay Patil) has composed the song Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan) for the film Hum Aapke Hain Koun (1994).
Q. Who is the singer of the song Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan)?
Ans. Lata Mangeshkar and Kumar Sanu are the singers of the song Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan).
Q. Who has/have performed in the song, or Who are the actor/actress in the song?
Ans. Anupam Kher, Reema Lagoo, and Alok Nath have performed in the Song. Salman Khan, Madhuri Dixit, Renuka Shahane, Satish Shah, and Himani Shivpuri are also active participant in the song.
We hope that you like the lyrics of Aaj Hamaare Dil Me (Samdhi Samdhan). Our team tries hard to provide accurate lyrics, especially in Hindi.
We do not copy and paste lyrics like other websites. The team of Bollywood Product listens to a particular song and then provides the lyrics in a unique way that no other website is providing.
We have color-coded every song’s lyrics. Pink portion depicts Female(s) Voice, the Blue part shows Male Voice(s), and the Violet color represents Chorus or dual voices of Male(s) and Female(s).
It takes a lot of time to listen and re-write the lyrics. However, we keep in mind the accuracy and not the time. Bollywood Product writes for its users and not for Google or any other search engines.
We hope that you will share the lyrics with your near and dear ones to give us a source of motivation. We promise you to provide the latest song lyrics (Bollywood) with the best user experience.