Lyrics in English | Rehne Ko Ghar Nahi Sone Ko Bistar Nahi | Sadak (1991)
Rehne Ko Ghar Nahi
Sone Ko Bistar Nahi
Rehne Ko Ghar Nahi
Sone Ko Bistar Nahi
Apna Khuda Hai Rakhwaala
Ab Tak Usi Ne Hai Paala
Rehne Ko Ghar Nahi
Sone Ko Bistar Nahi
Rehne Ko Ghar Nahi
Sone Ko Bistar Nahi
Apna Khuda Hai Rakhwaala
Ab Tak Usi Ne Hai Paala……………
Songs Starting from “R”
Apni To Zindgi Katati Hai
Footpaath Pe
Oonche Oonche Ye Mahal
Apne Hain Kis Kaam Ke
Ham Ko To Maa Baap Ke
Jaisi Lagti Hai Sadak
Koyi Bhi Apna Nahi
Rishte Hain Bas Naam Ke
Apne Jo Saath Hai
Ye Andheri Raat Hai
Apne Jo Saath Hai
Ye Andheri Raat Hai
Apna Nahi Hai Ujaala
Ab Tak Usi Ne Hai Paala………..
100 Best Songs of 90’s
Ye Kaisa Mulk Hai
Ye Kaisi Reet Hai
Yaad Karte Hain Hame
Log Kyon Marne Ke Baad
Andhe Bahron Ki Basti
Chaaron Taraf Andher Hai
Sab Ke Sab Lachaar Hain
Kaun Sune Kis Ki Fariyaad
Aise Me Jeena Hai
Ham Ko To Peena Hai
Aise Me Jeena Hai
Ham Ko To Peena Hai
Jeewan Zehar Ka Hai Pyaala
Ab Tak Usi Ne Hai Paala
Rehne Ko Ghar Nahi
Sone Ko Bistar Nahi
Rehne Ko Ghar Nahi
Sone Ko Bistar Nahi
Apna Khuda Hai Rakhwaala
Ab Tak Usi Ne Hai Paala
Apna Khuda Hai Rakhwaala
Ab Tak Usi Ne Hai Paala……………
Song: Rehne Ko Ghar Nahi Sone Ko Bistar Nahi
Film: Sadak (1991)
Singer: Kumar Sanu, Debashish Dasgupta, Junaid Akhtar
Music Director: Nadeem-Shravan
Lyricist: Sameer
Featuring: Sanjay Dutt, Deepak Tijori
Lyrics in Hindi | Rehne Ko Ghar Nahi Sone Ko Bistar Nahi | Sadak (1991)
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
अपना खुदा है रखवाला
अब तक उसी ने है पाला
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
अपना खुदा है रखवाला
अब तक उसी ने है पाला……………
Top 100 Songs written by Sameer
अपनी तो ज़िंदगी कटती है
फुटपाथ पे
ऊंचे ऊंचे ये महल
अपने हैं किस काम के
हम को तो माँ बाप के
जैसी लगती है सड़क
कोई भी अपना नहीं
रिश्ते हैं बस नाम के
अपने जो साथ है
ये अँधेरी रात है
अपने जो साथ है
ये अँधेरी रात है
अपना नहीं है उजाला
अब तक उसी ने है पाला……………
Top 100 Songs of Kumar Sanu
ये कैसा मुल्क है
ये कैसी रीत है
याद करते हैं हमे
लोग क्यों मरने के बाद
अंधे बहरों की बस्ती
चारों तरफ अंधेर है
सब के सब लाचार हैं
कौन सुने किस की फ़रियाद
ऐसे में जीना है
हम को तो पीना है
ऐसे में जीना है
हम को तो पीना है
जीवन ज़हर का है प्याला
अब तक उसी ने है पाला
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
रहने को घर नहीं
सोने को बिस्तर नहीं
अपना खुदा है रखवाला
अब तक उसी ने है पाला
अब तक उसी ने है पाला
अब तक उसी ने है पाला……………
गीत: रहने को घर नहीं सोने को बिस्तर नहीं
फिल्म: सड़क (1991)
गायक: अनुराधा पौडवाल, देबाशीष दासगुप्ता, जुनैद अख्तर
संगीतकार: नदीम-श्रवण
गीतकार: समीर
कलाकार: संजय दत्त, दीपक तिजोरी