Lyrics Kab Ke Bichhde Hue Hum

0
1245

Lyrics in English | Kab Ke Bichhde Hue Hum | Laawaris (1981) | Amitabh Bachchan-Zeenat Aman

Kab Ke Bichhde Hue Hum
Aaj Kahaan
Aa Ke Mile

Jaise Shamma Se Kahin
Lau Ye Jhilmila Ke
Mile
Kab Ke Bichhde
Hue Hum Aaj Kahaan
Aa Ke Mile

Jaise Saawan (2)
Jaise Saawan Se Kahin
Pyaasi Ghata
Chha Ke Mile
Kab Ke Bichhde Hue Hum
Aaj Kahaan
Aa Ke Mile
Kab Ke Bichhde (2)……….

Songs starting from “K”

Baad Muddat Ke Raat Mehki Hai
Dil Dhadkata Hai Saans Behki Hai
Pyar Chhalka Hai Pyaasi Aankhon Se
Surkh Hothon Pe Aag Dehki Hai
O Mehki Hawaon Me Behki Fizaon Me
Do Pyaase Dil Yoon Mile (2)
Jaise Maikash (2)
Jaise Maikash
Koi Saaqi Se Dagmaga
Ke Mile

Kab Ke Bichhde Hue Hum
Aaj Kahaan
Aa Ke Mile
Kab Ke Bichhde (2)……….

Best Songs of Amitabh Bachchan and Zeenat Aman

Door Shehnaai Geet Gaati Hai
Dil Ke Taaron Ko Chhed Jaati Hai (2)
Yoon Sapno Ke Phool Yahaan Khilte Hain
Yoon Dua Dil Ki Rang Laati Hai (2)
Barson Ke Begaane Ulfat Ke Deewane
Anjaane Aise Mile (2)

Jaise Manchahi (2)
Jaise Manchahi Dua
Barson Aazma Ke Mile
Kab Ke Bichhde
Hue Hum Aaj Kahaan
Aa Ke Mile

Jaise Saawan Se Kahin
Pyaasi Ghata
Chha Ke Mile
Kab Ke Bichhde Hue Hum
Aaj Kahaan
Aa Ke Mile
Kab Ke Bichhde (2)……….

Song: Kab Ke Bichhde Hue Hum
Film: Laawaris (1981)
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Music Director: Kalyanji-Anandji
Lyricist: Anjaan
Featuring: Amitabh Bachchan, Zeenat Aman

लिरिक्स इन हिंदी | कब के बिछड़े हुए हम | लावारिस (1981) | अमिताभ बच्चन-ज़ीनत अमान

कब के बिछड़े हुए हम
आज कहाँ
आ के मिले

जैसे शम्मा से कहीं
लौ ये झिलमिला के
मिले
कब के बिछड़े
हुए हम आज कहाँ
आ के मिले

जैसे सावन (2)
जैसे सावन से कहीं
प्यासी घटा
छा के मिले
कब के बिछड़े हुए हम
आज कहाँ
आ के मिले
कब के बिछड़े (2)………

Top 20 Romantic Songs of 1981

बाद मुद्दत के रात महकी है
दिल धड़कता है साँस बहकी है
प्यार छलका है प्यासी आँखों से
सुर्ख़ होंठों पे आग दहकी है
ओ महकी हवाओं में बहकी फ़िज़ाओं में
दो प्यासे दिल यूँ मिले (2)
जैसे मयकश (2)
जैसे मयकश
कोई साक़ी से डगमगा
के मिले

कब के बिछड़े हुए हम
आज कहाँ
आ के मिले
कब के बिछड़े (2)……….

Best Songs of Kishore Kumar and Asha Bhosle

दूर शहनाई गीत गाती है
दिल के तारों को छेड़ जाती है (2)
यूँ सपनों के फूल यहाँ खिलते हैं
यूँ दुआ दिल की रंग लाती है (2)
बरसों के बेगाने उल्फ़त के दीवाने
अनजाने ऐसे मिले (2)

जैसे मनचाही (2)
जैसे मनचाही दुआ
बरसों आजमा के मिले
कब के बिछड़े
हुए हम आज कहाँ
आ के मिले

जैसे सावन से कहीं
प्यासी घटा
छा के मिले
कब के बिछड़े हुए हम
आज कहाँ
आ के मिले
कब के बिछड़े (2)……….

गीत: कब के बिछड़े हुए हम
फिल्म: लावारिस (1981)
गायक: किशोर कुमार, आशा भोंसले
संगीतकार: कल्याणजी-आनंदजी
गीतकार: अंजान
कलाकार: अमिताभ बच्चन, ज़ीनत अमान

Kab Ke Bichhde Hue Hum-YouTube Video | Laawaris-1981

Lyrics Kab Ke Bichhde Hue Hum | Laawaris (1981)
Spread the love

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here