Lyrics Do Rang Duniya Ke Aur Do Raaste

0
806

Lyrics in English | Do Rang Duniya Ke Aur Do Raaste | Do Raaste (1969) | Rajesh Khanna

Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste
Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste
Do Roop Jeewan Ke
Jeene Ke Vaaste
Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste ……….

Antakshari Songs from “D”

Soch Samajh Ke Paanv Rakhe
Samjha Do Har Deewane Ko (2)
Ik Rasta Mandir Ko Jaaye
Ik Jaaye Maykhaane Ko (2)
Rasta Bhool Na Jaaye (2)
Raahi Dhokha Na Khaaye
Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste
Do Roop Jeewan Ke
Jeene Ke Vaaste
Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste………

Songs from Do Raaste (1969)

Ek Hain Aise Log Jo
Auro Ki Khatir Jeete Hain (2)
Doosare Wo Jo Apni Khatir
Apno Ka Khoon Bhi Peete Hain (2)
Koyee Phool Khilaaye
Koyee Kaante Bikhraaye
Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste
Do Roop Jeewan Ke
Jeene Ke Vaaste
Do Rang Duniya Ke
Aur Do Raaste (2) ………

Song: Do Rang Duniya Ke Aur Do Raaste
Film: Do Raaste (1969)
Singer: Mukesh
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Rajesh Khanna, Mumtaz

Lyrics in Hindi | Do Rang Duniya Ke Aur Do Raaste | Do Raaste (1969) | Rajesh Khanna

दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते
दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते
दो रूप जीवन के
जीने के वास्ते
दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते………….

Best of Rajesh Khanna and Mumtaz

सोच समझ के पाँव रखे
समझा दो हर दीवाने को (2)
इक रस्ता मंदिर को जाए
इक जाए मयखाने को (2)
रस्ता भूल ना जाए (2)
राही धोखा ना खाये
दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते
दो रूप जीवन के
जीने के वास्ते
दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते…………

Best of Rajesh Khanna and Mukesh Songs

एक हैं ऐसे लोग जो
औरों की खातिर जीते हैं (2)
दूसरे वो जो अपनी खातिर
अपनों का खून भी पीते हैं (2)
कोई फूल खिलाये
कोई काँटे बिखराये
दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते
दो रूप जीवन के
जीने के वास्ते
दो रंग दुनिया के
और दो रास्ते (2)………..

गीत: दो रंग दुनिया के
फिल्म: दो रास्ते (1969)
गायक: मुकेश
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: राजेश खन्नामुमताज़

Spread the love

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here