Lyrics in English| Abhi To Haath Me Jaam Hai | Seeta Aur Geeta (1972) | Dharmendra, Hema Malini
Abhi To Haath Me Jaam Hai
Tauba Kitna Kaam Hai
Abhi To Haath Me Jaam Hai
Tauba Kitna Kaam Hai
Kabhi Mili Fursat To Bhai
Dekha Jaayega
Duniya Ke Baare Me Haa
Socha Jaayega
Abhi To Haath Me Jaam Hai………..
Jeene Se Pehle Kaun Mare
Fikra Subah Ki Kaun Kare
Jeene Se Pehle Kaun Mare
Fikra Subah Ki Kaun Kare
Gham Ki Raat Se Kaun Dare
Abhi Suhaani Shaam Hai (2)
Tauba Kitna Kaam Hai
Kabhi Mili Fursat To Bhai
Dekha Jaayega
Are Duniya Ke Baare Me Haa
Socha Jaayega
Abhi To Haath Me Jaam Hai………..
Thaka Hua Tha Main Zara
Zara Sa Sach Me Jooth Bhara
Thaka Hua Tha Main Zara
Zara Sa Sach Me Jooth Bhara
Utha Ke Botal Ghoont Bhara
Toa Ab Zara Aaram Hai (2)
Tauba Kitna Kaam Hai
Kabhi Mili Fursat To Bhai
Dekha Jaayega
Are Duniya Ke Baare Me Haa
Socha Jaayega………..
Song: Abhi To Haath Me Jaam Hai
Film: Seeta Aur Geeta (1972)
Singer: Manna Dey
Music Director: R. D. Burman
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Hema Malini, Dharmendra
Hindi Lyrics | Abhi To Haath Me Jaam Hai | Seeta Aur Geeta (1972) | Manna Dey
अभी तो हाथ में जाम है
तौबा कितना काम है
अभी तो हाथ में जाम है
तौबा कितना काम है
कभी मिली फुर्सत तो भई
देखा जाएगा
दुनिया के बारे में हा
सोचा जाएगा
अभी तो हाथ में जाम है………..
जीने से पहले कौन मरे
फिक्र सुबह की कौन करे
जीने से पहले कौन मरे
फिक्र सुबह की कौन करे
ग़म की रात से कौन डरे
अभी सुहानी शाम है (2)
तौबा कितना काम है
कभी मिली फुर्सत तो भई
देखा जाएगा
अरे दुनिया के बारे में हा
सोचा जाएगा
अभी तो हाथ में जाम है………..
थका हुआ था मैं ज़रा
ज़रा सा सच में झूठ भरा
थका हुआ था मैं ज़रा
ज़रा सा सच में झूठ भरा
उठा के बोतल घूँट भरा
तो अब ज़रा आराम है (2)
तौबा कितना काम है
कभी मिली फुर्सत तो भई
देखा जाएगा
अरे दुनिया के बारे में हा
सोचा जाएगा ………..
गीत: अभी तो हाथ में जाम है
फिल्म: सीता और गीता (1972)
गायक: मन्ना डे
संगीतकार: आर डी बर्मन
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: हेमा मालिनी, धर्मेंद्र