Lyrics in English| Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke | Haathi Mere Saathi (1971) | Mohammed Rafi
Nafrat Ki
Duniya Ko Chhod Ke
Khush Rehna Mere Yaar
Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke
Pyar Ki Duniya Me
Khush Rehna Mere Yaar
Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke
Pyar Ki Duniya Me
Khush Rehna Mere Yaar
Is Jhoot Ki Nagri Se Tod Ke
Naata Ja Pyaare
Amar Rahe Tera Pyar
Khush Rehna Mere Yaar………….
Jab Jaanwar Koyee
Insaan Ko Maare
Jab Jaanwar Koyee
Insaan Ko Maare
Kehte Hain Duniya Me
Vehshi Use Saare
Ek Jaanwar Ki Jaan Aaj
Insaanon Ne Lee Hai
Chup Kyoon Hai Sansaar
Khush Rehna Mere Yaar………..
Top 100 Songs of Rajesh Khanna
Bas Aakhiri Sun Le
Ye Mel Hai Apna
Bas Aakhiri Sun Le
Ye Mel Hai Apna
Bas Khatm Hai Saathi
Ye Khel Hai Apna
Ab Yaad Me Teri Beet Jaayenge
Ro Ro Ke
Jeewan Ke Din Chaar
Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke
Pyar Ki Duniya Me
Khush Rehna Mere Yaar (3)…………
Song: Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke
Film: Haathi Mere Saathi (1971)
Singer: Mohammed Rafi
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Rajesh Khanna
Hindi Lyrics | Nafrat Ki Duniya Ko Chhod Ke | Haathi Mere Saathi (1971) | Rajesh Khanna
नफरत की
दुनिया को छोड़ के
खुश रहना मेरे यार
नफरत की दुनिया को छोड़ के
प्यार की दुनिया में
खुश रहना मेरे यार
नफरत की दुनिया को छोड़ के
प्यार की दुनिया में
खुश रहना मेरे यार
इस झूट की नगरी से तोड़ के
नाता जा प्यारे
अमर रहे तेरा प्यार
खुश रहना मेरे यार………….
जब जानवर कोई
इंसान को मारे
जब जानवर कोई
इंसान को मारे
कहते हैं दुनिया में
वेह्शी उसे सारे
एक जानवर की जान आज
इंसानों ने ली है
चुप क्यूँ है संसार
खुश रहना मेरे यार………..
Top 100 Solo Songs of Mohammed Rafi
बस आखिरी सुन ले
ये मेल है अपना
बस आखिरी सुन ले
ये मेल है अपना
बस ख़त्म है साथी
ये खेल है अपना
अब याद में तेरी बीत जाएंगे
रो रो के
जीवन के दिन चार
नफरत की
दुनिया को छोड़ के
खुश रहना मेरे यार (3)…………
गीत: नफरत की दुनिया को छोड़ के
फिल्म: हाथी मेरे साथी (1971)
गायक: मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: राजेश खन्ना