Lyrics in English | Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar | Saath-Saath (1982)
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Kisi Ko Dekhna Ho Gar
To Pehle Aa Ke Maang Le
Meri Nazar Teri Nazar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Kisi Ko Dekhna Ho Gar
To Pehle Aa Ke Maang Le
Meri Nazar Teri Nazar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Ye Ghar Bahut Haseen Hai
Ye Ghar Bahut Haseen Hai
Ye Ghar Bahut Haseen Hai………..
Na Baadalon Ke Chhaanv Me
Na Chaandni Ke Gaanv Me
Na Phool Jaise Raaste
Bane Hain Is Ke Waaste
Magar Ye Ghar Ajeeb Hai
Zameen Ke Kareeb Hai
Ye Eet Pattharon Ka Ghar
Hamaari Hasraton Ka Ghar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Ye Ghar Bahut Haseen Hai (3)………..
Songs Starting from “Y”
Jo Chaandni Nahi To Kya
Ye Roshni Hai Pyar Ki
Dilon Ke Phool Khil Gaye
To Fikra Kya Bahaar Ki
Hamaare Ghar Na Aayegi
Kabhi Khushi Udhaar Ki
Hamaari Raahaton Ka Ghar
Hamaari Chaahaton Ka Ghar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Ye Ghar Bahut Haseen Hai (3)………..
Best Songs of 1982
Yahaan Mahak Wafaon Ki
Mohabbaton Ka Rang Hai
Ye GharTumhaara Khwaab Hai
Ye Ghar Meri Umang Hai
Na Aarzoo Pe Qaid Hai
Na Hausle Pe Jung Hai
Hamaare Hauslon Ka Ghar
Hamaari Himmaton Ka Ghar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Kisi Ko Dekhna Ho Gar
To Pehle Aa Ke Maang Le
Meri Nazar Teri Nazar
Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Ye Ghar Bahut Haseen Hai (6)………..
Song: Ye Tera Ghar Ye Mera Ghar
Film: Saath-Saath (1982)
Singer: Chitra Singh, Jagjit Singh
Music Director: Kuldeep Singh
Lyricist: Javed Akhtar
Featuring: Deepti Naval, Farooq Sheikh
Lyrics in Hindi | Yeh Tera Ghar Yeh Mera Ghar | Saath-Saath (1982)
ये तेरा घर ये मेरा घर
किसी को देखना हो गर
तो पहले आ के मांग ले
मेरी नज़र तेरी नज़र
ये तेरा घर ये मेरा घर
किसी को देखना हो गर
तो पहले आ के मांग ले
मेरी नज़र तेरी नज़र
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहुत हसीन है
ये घर बहुत हसीन है
ये घर बहुत हसीन है…………
ना बादलों की छाँव में
ना चांदनी के गाँव में
ना फूल जैसे रास्ते
बने हैं इस के वास्ते
मगर ये घर अजीब है
ज़मीन के करीब है
ये ईंट पत्थरों का घर
हमारी हसरतों का घर
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहुत हसीन है (3)………….
Old is Gold Songs
जो चांदनी नहीं तो क्या
ये रोशनी है प्यार की
दिलों के फूल खिल गए
तो फिक्र क्या बहार की
हमारे घर ना आएगी
कभी ख़ुशी उधार की
हमारी राहतों का घर
हमारी चाहतों का घर
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहुत हसीन है (3)………….
All Time Best Songs of Chitra Singh
यहाँ महक बफाओ की
मोहब्बतों का रंग है
ये घर तुम्हारा ख्वाब है
ये घर मेरी उमंग है
ना आरज़ू पे कैद है
ना हौसलों पे ज़ंग है
हमारे हौसलों का घर
हमारी हिम्मतों का घर
ये तेरा घर ये मेरा घर
किसी को देखना हो गर
तो पहले आ के मांग ले
मेरी नज़र तेरी नज़र
ये तेरा घर ये मेरा घर
ये घर बहुत हसीन है (6)………….
गीत: ये तेरा घर ये मेरा घर
फिल्म: साथ-साथ (1982)
गायक: चित्रा सिंह, जगजीत सिंह
संगीतकार: कुलदीप सिंह
गीतकार: जावेद अख्तर
कलाकार: दीप्ति नवल, फ़ारूक़ शेख