Lyrics in English | Waqt Se Din Aur Raat | Waqt (1965) | Mohammed Rafi | Balraj Sahni
Kal Jahaan Basti Thi Khushiyaan
Aaj Hai Maatam Wahaan
Waqt Laaya Tha Bahaaren
Waqt Laaya Hai Khizaan
Waqt Se Din Aur Raat
Waqt Se Kal Aur Aaj
Waqt Ki Har Shay Ghulaam
Waqt Ka Har Shay Pe Raaj
Waqt Se Din Aur Raat
Waqt Se Kal Aur Aaj
Waqt Ki Har Shay Ghulaam
Waqt Ka Har Shay Pe Raaj…………
Waqt Ki Gardish Se Hai
Chaand Taaron Ka Nizaan
Waqt Ki Gardish Se Hai
Chaand Taaron Ka Nizaan
Waqt Ki Thokar Me Hai
Kya Hukumat Kya Samaaj (2)
Waqt Se Din Aur Raat
Waqt Se Kal Aur Aaj
Waqt Ki Har Shay Ghulaam
Waqt Ka Har Shay Pe Raaj…………
Best Sad Songs of Mohammed Rafi
Waqt Ki Paaband Hai
Aati Jaati Raunake
Waqt Ki Paaband Hai
Aati Jaati Raunake
Waqt Hai Phoolon Ki Sej
Waqt Hai Kaanton Ka Taaj (2)
Waqt Se Din Aur Raat
Waqt Se Kal Aur Aaj
Waqt Ki Har Shay Ghulaam
Waqt Ka Har Shay Pe Raaj…………
Aadmi Ko Chaahiye
Waqt Se Dar Kar Rahe
Aadmi Ko Chaahiye
Waqt Se Dar Kar Rahe
Kaun Jaane Kis Ghadi
Waqt Ka Badle Mizaaj (2)
Waqt Se Din Aur Raat
Waqt Se Kal Aur Aaj
Waqt Ki Har Shay Ghulaam
Waqt Ka Har Shay Pe Raaj…………
Song: Waqt Se Din Aur Raat
Film: Waqt (1965)
Singer: Mohammed Rafi
Music Director: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhiyanvi
Featuring: Balraj Sahni, Achala Sachdev
Lyrics in Hindi | Waqt Se Din Aur Raat | Waqt (1965) | Mohammed Rafi
कल जहॉं बसती थी ख़ुशियाँ
आज है मातम वहाँ
वक़्त लाया था बहारें
वक़्त लाया है ख़िज़ाँ
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शय ग़ुलाम
वक़्त का हर शय पे राज
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शय ग़ुलाम
वक़्त का हर शय पे राज…………
वक़्त की गर्दिश से है
चाँद तारों का निजां
वक़्त की गर्दिश से है
चाँद तारों का निजां
वक़्त की ठोकर में है
क्या हुकूमत क्या समाज (2)
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शय ग़ुलाम
वक़्त का हर शय पे राज…………
Best Sad Songs of 1960s
वक़्त की पाबन्द है
आती जाती रौनके
वक़्त की पाबन्द है
आती जाती रौनके
वक़्त है फ़ूलों की सेज
वक़्त है काँटों का ताज (2)
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शय ग़ुलाम
वक़्त का हर शय पे राज…………
आदमी को चाहिए
वक़्त से डर कर रहे
आदमी को चाहिए
वक़्त से डर कर रहे
कौन जाने किस घड़ी
वक़्त का बदले मिज़ाज (2)
वक़्त से दिन और रात
वक़्त से कल और आज
वक़्त की हर शय ग़ुलाम
वक़्त का हर शय पे राज…………
गीत: वक़्त से दिन और रात
फिल्म: वक़्त (1965)
गायक: मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: रवि
गीतकार: साहिर लुधियानवी
कलाकार: बलराज साहनी, अचला सचदेव