Suno Sajna Papihe Ne (2)
Kaha Sab Se Pukar Ke
Sambhal Jao Chaman Waalon (2)
Ke Aaye Din Bahaar Ke
Suno Sajna (2)…………
Phoolon Ki Daaliyan Bhi
Yahi Geet Ga Rahi Hai
Ghadiya Piya Milan Ki
Nazdeek Aa Rahi Hai (2)
Hawaon Ne Jo Chhede Hain (2)
Fasaane Hain Wo Pyar Ke
Sambhal Jao Chaman Waalon
Ke Aaye Din Bahaar Ke
Suno Sajna (2)…………
Dekho Na Aise Dekho
Marzi Hai Kya Tumhaari
Bechain Kar Na Dena
Tum Ko Kasam HAmmari (2)
Hami Dushman Na Ban Jaayen (2)
Kahi Apne Karaar Ke
Sambhal Jao Chaman Waalon
Ke Aaye Din Bahaar Ke
Suno Sajna (2)…………
Baaghon Me Pad Gaye Hain
Saawan Ke Mast Jhoole
Aisa SAmma Jo Dekha
Raahi Bhi Raah Bhoole (2)
Ke Jee Chaaha Yahi Rakh Dein (2)
Umar Saari Guzaar Ke
Sambhal Jao Chaman Waalon
Ke Aaye Din Bahaar Ke
Suno Sajna (2)…………
Song: Suno Sajna Papihe Ne
Film: Aaye Din Bahar Ke (1966)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Aasha Parekh
सुनो सजना पपीहे ने (2)
कहा सब से पुकार के
संभल जाओ चमन वालों (2)
के आये दिन बहार के
सुनो सजना (2)…………
फूलों की डालियाँ भी
यही गीत गा रही है
घड़िया पिया मिलन की
नज़दीक आ रही है (2)
हवाओं ने जो छेड़े हैं (2)
फ़साने हैं वो प्यार के
संभल जाओ चमन वालों (2)
के आये दिन बहार के
सुनो सजना (2)…………
देखो ना ऐसे देखो
मर्ज़ी है क्या तुम्हारी
बेचैन कर ना देना
तुम को कसम हमारी (2)
हमीं दुश्मन ना बन जाएँ (2)
कहीं अपने करार के
संभल जाओ चमन वालों (2)
के आये दिन बहार के
सुनो सजना (2)…………
बाग़ों में पड़ गए हैं
सावन के मस्त झूले
ऐसा समां जो देखा
राही भी राह भूले (2)
के जी चाहा यही रख दें (2)
उम्र सारी गुज़ार के
संभल जाओ चमन वालों (2)
के आये दिन बहार के
सुनो सजना (2)…………
गीत: सुनो सजना पपीहे ने
फिल्म: आये दिन बहार के (1966)
गायक: लता मंगेशकर
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: आशा पारेख