Hindi Song lyrics

Lyrics O Neele Parbaton Ki Dhaara

Lyrics in English | O Neele Parbaton Ki Dhaara | Aadmi Aur Insaan (1969) | Dharmendra, Mumtaz

O Neele Parbaton Ki Dhaara
Aayi Dhoondne Kinaara
Badi Door Se
Sab Ko Sahaara Chaahiye
Koyi Hamaara Chaahiye
O Neele Parbaton Ki Dhaara
Aayi Dhoondne Kinaara
Badi Door Se
Sab Ko Sahaara Chaahiye
Koyi Hamaara Chaahiye………..

Phool Me Jaise
Phool Ki Khushbu
Dil Me Hai Yoon
Tera Basera
Dharti Se Ambar Tak Phaila
Chaahat Ki Baahon Ka Ghera

O
O Neele Parbaton Ki Dhaara
Aayi Dhoondne Kinaara
Badi Door Se
Sab Ko Sahaara Chaahiye
Koyi Hamaara Chaahiye……………

Top 50 Romantic Songs of Dharmenddra

Suraj Peechhe
Ghoome Dharti
Saanjh Ke Peechhe
Ghoome Sawera
Jis Naate Ne
In Ko Baandha
Wo Naataa Hai Tera Mera

O
O Neele Parbaton Ki Dhaara
Aayi Dhoondne Kinaara
Badi Door Se
Sab Ko Sahaara Chaahiye
Koyi Hamaara Chaahiye
O Neele Parbaton Ki Dhaara…………

Song: O Neele Parbaton Ki Dhaara
Film: Aadmi Aur Insaan (1969)
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Music: Ravi
Lyricist: Sahir Ludhiyanvi
Featuring: Dharmendra, Saira Banu

Lyrics in Hindi | O Neele Parbaton Ki Dhaara | Aadmi Aur Insaan (1969) | Asha Bhosle, Mahendra Kapoor

ओ नीले पर्बतों की धारा
आयी ढूंढने किनारा
बड़ी दूर से
सब को सहारा चाहिए
कोई हमारा चाहिए
ओ नीले पर्बतों की धारा
आयी ढूंढने किनारा
बड़ी दूर से
सब को सहारा चाहिए
कोई हमारा चाहिए………..

फूल में जैसे
फूल की खुशबू
दिल में है यूँ
तेरा बसेरा
धरती से अम्बर तक फैला
चाहत की बाँहों का घेरा


ओ नीले पर्बतों की धारा
आयी ढूंढने किनारा
बड़ी दूर से
सब को सहारा चाहिए
कोई हमारा चाहिए………..

Top 25 Songs of Saira Bano

सूरज पीछे
घूमे धरती
साँझ के पीछे
घूमे सवेरा
जिस नाते ने
इन को बाँधा
वो नाता है तेरा मेरा


ओ नीले पर्बतों की धारा
आयी ढूंढने किनारा
बड़ी दूर से
सब को सहारा चाहिए
कोई हमारा चाहिए
ओ नीले पर्बतों की धारा………..

गीत: ओ नीले पर्बतों की धारा
फिल्म: आदमी और इंसान (1969)
गायक: महेंद्र कपूर, आशा भोंसले
संगीतकार: रवि
गीतकार: साहिर लुधियानवी
कलाकार: धर्मेंद्र, सायरा बानो

O Neele Parbaton Ki Dhaara | Aadmi Aur Insaan (1969) – YouTube

Lyrics O Neele Parbaton Ki Dhaara from Aadmi Aur Insaan (1969)
bollywoodproduct

Bollywood Product is a website that provides information about Bollywood and Bollywood Products. No matter if it is a Movie, Song, Award Ceremony, Song Lyrics or anything else related to Bollywood.