Maajhi Chal
O Maajhi Chal
Maajhi Chal
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (3)
O Maajhi Chal
Tu Chale To Chham Chham Baaje
Maujo Ki Paayal
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (2)
O Maajhi Chal………….
Tera Jeewan Nadiya Ki Dhaar Hai
Tan Hai Naiyya Man Patwaar Hai
Tera Jeewan Nadiya Ki Dhaar Hai
Tan Hai Naiyya Man Patwaar Hai
Sun O Maajhi
Maujo Ki Pukar Hai
Thaam Le Tu (2)
Mast Pawan Ka
Lehraata Aanchal
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (2)
O Maajhi Chal………….
Aashaon Se Naata Jod De
Ye Nirasha Ke
Bandhan Tod De
Aashaon Se Naata Jod De
Ye Nirasha Ke
Bandhan Tod De
Sun O Maajhi
Aaj Ka Gham Tu Chhod De
Aaj To Peechhe (2)
Reh Gaya Hai
Saamne Hai Kal
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (2)
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (3)
O Maajhi Chal
Tu Chale To Chham Chham Baaje
Maujo Ki Paayal
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (2)
O Maajhi Chal
Maajhi Chal (3)
Maajhi Chal………….
Song: O Maajhi Chal
Film: Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
Singer: Mohammed Rafi
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Dharmendra, Aasha Parekh, Aruna Irani
माझी चल
ओ माझी चल
माझी चल
ओ माझी चल
माझी चल (3)
ओ माझी चल
तू चले तो छम छम बाजे
मौजो की पायल
ओ माझी चल
माझी चलl (2)
ओ माझी चल ………….
तेरा जीवन नदिया की धार है
तन है नैया मन पतवार है
तेरा जीवन नदिया की धार है
तन है नैया मन पतवार है
सुन ओ माझी
मौजो की पुकार है
थाम ले तू (2)
मस्त पवन का
लहराता आँचल
ओ माझी चल
माझी चलl (2)
ओ माझी चल ………….
आशाओं से नाता जोड़ दे
ये निराशा के
बंधन तोड़ दे
आशाओं से नाता जोड़ दे
ये निराशा के
बंधन तोड़ दे
सुन ओ माझी
आज का ग़म तू छोड़ दे
आज तो पीछे (2)
रह गया है
सामने है कल
ओ माझी चल
माझी चलl (2)
ओ माझी चल
माझी चल (3)
ओ माझी चल
तू चले तो छम छम बाजे
मौजो की पायल
ओ माझी चल
माझी चल (2)
ओ माझी चल
माझी चल (3)
माझी चल………….
गीत: ओ माझी चल
फिल्म: आया सावन झूम के (1969)
गायक: मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: धर्मेंद्र, आशा पारेख, अरुणा ईरानी