Lyrics Jis Ka Koi Nahi Us Ka To Khuda-Manna Dey

0
717

Lyrics in English | Jis Ka Koi Nahi Us Ka To Khuda Hai Yaaro | Laawaris-1981 | Manna Dey

Jis Ka Koyee Nahi
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Haan Khuda Hai Yaaron
Main Nahi Kehta (2)
Kitabon Me Likha Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Haan Khuda Hai Yaaro (2)………

Songs starting from “J”

Jis Ne Paida Kiya Duniya Me
Wahi Paalega
Haan Wahi Paalega
Jis Ne Paida Kiya Duniya Me
Wahi Paalega
Ham Ko Har Mod Me
Har Zulm Se Bacha Lega
Apne Bando Se (2)
Kahaan Kab Wo Juda Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi (2)
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Haan Khuda Hai Yaaro (2)…………

Songs from Laawaris (1981)

Zulm Insaan Ka Jab
Had Se Guzar Jaata Hai
Haan Guzar Jaata Hai
Zulm Insaan Ka Jab
Had Se Guzar Jaata Hai
Wo Kisi Aur Hi Soorat Me
Paas Aata Hai
Anginat Roop Me (2)
Wo Ham Se Mila Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi (2)
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Main Nahi Kehta (2)
Kitabon Me Likha Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi
Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Haan Khuda Hai Yaaro (5)………

Song:Jis Ka Koi Nahi Us Ka To Khuda (Manna Dey)
Film: Laawaris (1981)
Singer: Manna Dey
Music Director: Kalyanji-Anandji
Lyricist: Anjaan
Featuring: Kader Khan

Lyrics in Hindi | Jis Ka Koi Nahi Us Ka To Khuda Hai Yaaro | Laawaris (1981) | Manna Dey

जिस का कोई नहीं
उस का तो खुदा है यारो
जिस का कोई नहीं
उस का तो खुदा है यारो
जिस का कोई नहीं
उस का तो खुदा है यारो
हाँ खुदा है यारो
मैं नहीं कहता (2)
किताबों में लिखा है यारो
जिस का कोई नहीं
उस का तो खुदा है यारों
हाँ खुदा है यारो (2)………

Best of Kalyanji-Anandji and Anjaan

जिस ने पैदा किया दुनिया में
वही पालेगा
हाँ वही पालेगा
जिस ने पैदा किया दुनिया में
वही पालेगा
हम को हर मोड़ में
हर ज़ुल्म से बचा लेगा
अपने बन्दों से (2)
कहाँ कब वो जुदा है यारो
जिस का कोई नहीं (2 )
उस का तो खुदा है यारों
हाँ खुदा है यारो (2)…………

ज़ुल्म इंसान का जब
हद से गुज़र जाता है
हाँ गुज़र जाता है
ज़ुल्म इंसान का जब
हद से गुज़र जाता है
वो किसी और ही सूरत में
पास आता है
अनगिनत रुप में (2)
वो हम से मिला है यारो
जिस का कोई नहीं (2 )
उस का तो खुदा है यारों
मैं नहीं कहता (2)
किताबों में लिखा है यारो
जिस का कोई नहीं
उस का तो खुदा है यारों
हाँ खुदा है यारो (5)………

गीत: जिस का कोई नहीं उस का तो खुदा है यारों (मन्ना डे)
फिल्म: लावारिस (1981)
गायक: मन्ना डे
संगीतकार: कल्याणजी-आनंदजी
गीतकार: अंजान
कलाकार: कादर खान

Spread the love

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here