Ik Din Kisi Fakeer Ne
Ik Baat Kahi Thi
Ab Ja Ke Dil Ne Maana
Maana
Wo Baat Sahi Thi
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Main Nahi Kehta (2)
Kitabon Me Likha Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Haan Khuda Hai Yaaron………
Ham To Kya Hai O
Ham To Kya Hai Wo
Farishton Ko Aazmaata Hai
Ham To Kya Hai Wo
Farishton Ko Aazmaata Hai
Banaa Kar Ham Ko Mitaata Hai
Phir Banaata Hai
Aadmi Toot Ke O
Aadmi Toot Ke
Sau Baar Juda Hai Yaaro
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Haan Khuda Hai Yaaron………
Kab Talak Ham Se O
Kab Talak Ham Se
Ye Takdeer Bhala Roothegi
Kab Talak Ham Se
Ye Takdeer Bhala Roothegi
In Andheron Se
Ujaale Ki Kiran Phootegi
Gham Ke Daaman Me O
Gham Ke Daaman Me
Kahin Chain Chhupa Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Main Nahi Kehta (2)
Kitabon Me Likha Hai Yaaron
Jis Ka Koyee Nahi Us Ka To
Khuda Hai Yaaron
Haan Khuda Hai Yaaron………
Song:Jis Ka Koi Nahi Us Ka To Khuda Hai Yaaro
Film: Laawaris (1981)
Singer: Kishore Kumar
Music Director: Kalyanji-Anandji
Lyricist: Anjaan
Featuring: Amitabh Bachchan
इक दिन किसी फकीर ने
इक बात कही थी
अब जा के दिल ने माना
माना
वो बात सही थी
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
मैं नहीं कहता (2)
किताबो में लिखा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
हाँ खुदा है यारो………….
हम तो क्या है ओ
हम तो क्या है वो
फ़रिश्तो को आज़माता है
हम तो क्या है वो
फ़रिश्तो को आज़माता है
बना कर हम को मिटता है
फिर बनाता है
आदमी टूट के ओ
आदमी टूट के
सौ बार जुड़ा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
हाँ खुदा है यारो………….
कब तलक हम से
कब तलक हम से
ये तक़दीर भला रूठेगी
कब तलक हम से
ये तक़दीर भला रूठेगी
इन अंधेरों से
उजाले की किरण फूटेगी
ग़म के दामन में ओ
ग़म के दामन में
कहीं चैन छुपा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
मैं नहीं कहता (2)
किताबो में लिखा है यारो
जिस का कोई नहीं उस का तो
खुदा है यारो
हाँ खुदा है यारो………….
गीत: जिस का कोई नहीं उस का तो खुदा है यारो
फिल्म: लावारिस (1981)
गायक: किशोर कुमार
संगीतकार: कल्याणजी-आनंदजी
गीतकार: अंजान
कलाकार: अमिताभ बच्चन