Jhoom Jhoom Ke
Naacho Aaj (2)
Gao Khushi Ke Geet Ho
Gao Khushi Ke Geet
Aaj Kisi Ki Haar Hui Hai
Aaj Kisi Ki Jeet
Ho Gao Khushi Ke Geet Ho………
Koyi Kisi Ki Aankh Ka Taara
Jeewan Saathi Saajan Pyaara
Aur Koyi Takdeer Ka Maara
Dhoond Raha Hai Dil Ka Sahaara
Kisi Ko Dil Ka Dard Mila Hai
Kisi Ko Man Ka Meet Ho
Gao Khushi Ke Geet Ho
Jhoom Jhoom Ke
Naacho Aaj (2)
Gao Khushi Ke Geet Ho
Gao Khushi Ke Geet Ho………
Dekho To Kitna
Khush Hai Zamaana
Dil Me Umange
Lab Pe Taraana
Dil Jo Dukhe Aansu Na Bahaana
Ye To Yahaan Ka Dhang Puraana
Is Ko Mitaana Us Ko Banaana
Is Nagri Ki Reet Ho
Gao Khushi Ke Geet Ho
Jhoom Jhoom Ke
Naacho Aaj (2)
Gao Khushi Ke Geet Ho
Gao Khushi Ke Geet Ho………
Song: Jhoom Jhoom Ke Naacho Aaj
Film: Andaz (1949)
Singer: Mukesh
Music Director: Naushad
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Featuring: Dilip Kumar, Raj Kapoor, Nargis, Cuckoo Moray
झूम झूम के
नाचो आज (2)
गाओ ख़ुशी के गीत हो
गाओ ख़ुशी के गीत
आज किसी की हार हुई है
आज किसी की जीत
हो गाओ ख़ुशी के गीत हो ………
कोई किसी की आँख का तारा
जीवन साथी साजन प्यारा
और कोई तकदीर का मारा
ढून्ढ रहा है दिल का सहारा
किसी को दिल का दर्द मिला है
किसी को मन का मीत हो
गाओ ख़ुशी के गीत हो
झूम झूम के
नाचो आज (2)
गाओ ख़ुशी के गीत हो
गाओ ख़ुशी के गीत हो ………
देखो तो कितना
खुश है ज़माना
दिल में उमंगें
लब पे तराना
दिल जो दुखे आंसू ना बहाना
ये तो यहॉं का ढंग पुराना
इस को मिटाना उस को बनाना
इस नगरी की रीत हो
गाओ ख़ुशी के गीत हो
झूम झूम के
नाचो आज (2)
गाओ ख़ुशी के गीत हो
गाओ ख़ुशी के गीत हो ………
गीत: झूम झूम के नाचो आज
फिल्म: अंदाज़ (1949)
गायक: मुकेश
संगीतकार: नौशाद
गीतकार: मजरूह सुल्तानपुरी
कलाकार: दिलीप कुमार, राज कपूर, नरगिस दत्त, कुकु मोरे