Lyrics in English | Jhoole Me Pawan Ke Aayi Bahaar | Baiju Bawra (1952)
Jhoole Me Pawan Ke Aayi Bahaar
Naino Me Naya Rang Layee Bahaar
Pyar Chhalke Ho Pyar Chhalke
O Dole Man Mora Sajna
Dole Man Mora
Ho Jee Ho
Dole Man Mora Sajna
Chunariya Baar Baar Dhalke
Jhoole Me Pawan Ke Aayi Bahaar
Pyar Chhalke Ho Pyar Chhalke………..
Songs Starting from “J”
O Meri Taan Se Oonchaa
Tera Jhoolana Gori
Meri Taan Se Oonchaa
Tera Jhoolana Gori
Mere Jhoolne Ke Sang
Tere Pyar Ki Dori
Mere Jhoolne Ke Sang
Tere Pyar Ki Dori
Tu Hai Jeewan Singaar
Pyar Chhalke
Jhoole Me Pawan Ke Aayi Bahaar
Pyar Chhalke Ho Pyar Chhalke………..
Top 100 Songs of Mohammed Rafi
O Baadal Jhoomte Aaye
Gaagar Pyar Ki Laaye
Baadal Jhoomte Aaye
Gaagar Pyar Ki Laaye
Koyal Kookati Jaaye
Ban Me Mor Bhi Gaaye
Koyal Kookati Jaaye
Ban Me Mor Bhi Gaaye
Chhede Ham Tum Malhaar
Pyar Chhalke
Aa Aa Chhede Ham Tum Malhaar
Jhoole Me Pawan Ke Aayi Bahaar
Naino Me Naya Rang Layee Bahaar
Pyar Chhalke Ho Pyar Chhalke
Ho Ho Pyar Chhalke
Ho Pyar Chhalke……….
Song: Jhoole Me Pawan Ke
Film: Baiju Bawra (1952)
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Music Director: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Featuring: Meena Kumari, Bharat Bhushan
Jhoole Me Pawan Ke-YouTube Video
Lyrics in Hindi | Jhoole Me Pawan Ke Aayi Bahaar | Baiju Bawra (1952)
झूले में पवन के आयी बहार
नैनों में नया रंग लायी बहार
प्यार छलके हो प्यार छलके
ओ डोले मन मोरा सजना
डोले मन मोरा
हो जी हो
डोले मन मोरा सजना
चुनरिया बार बार ढलके
झूले में पवन के आयी बहार
प्यार छलके हो प्यार छलके ………..
Best Duet Songs of Mohammed Rafi & Lata Mangeshkar
ओ मेरी तान से ऊँचा
तेरा झूलना गोरी
मेरी तान से ऊँचा
तेरा झूलना गोरी
मेरे झूलने के संग
तेरे प्यार की डोरी
मेरे झूलने के संग
तेरे प्यार की डोरी
तू है जीवन सिंगार
प्यार छलके
झूले में पवन के आयी बहार
प्यार छलके हो प्यार छलके ………..
Superhit Black & White Songs
ओ बादल झूमते आये
गागर प्यार की लाये
ओ बादल झूमते आये
गागर प्यार की लाये
कोयल कूकती जाए
बन में मोर भी गाये
कोयल कूकती जाए
बन में मोर भी गाये
छेड़े हम तुम मल्हार
प्यार छलके
आ आ छेड़े हम तुम मल्हार
झूले में पवन के आयी बहार
नैनों में नया रंग लायी बहार
प्यार छलके हो प्यार छलके
हो हो प्यार छलके
हो प्यार छलके ……….
गीत: झूले में पवन के आयी बहार
फिल्म: बैजू बावरा (1952)
गायक: मोहम्मद रफ़ी, लता मंगेशकर
संगीतकार: नौशाद
गीतकार: शकील बदायूँनी
कलाकार: मीना कुमारी, भारत भूषण