Lyrics in English | Jaane Kyoon Log Muhabbat Kiya Karte Hain | Mehboob Ki Mehndi-1971 | Lata Mangeshkar
Is Zamaane Me
Is Muhabbat Ne
Kitne Dil Tode
Kitne Ghar Foonke
Jaane Kyoon Log Muhabbat
Kiya Karte Hai
Jaane Kyoon Log Muhabbat
Kiya Karte Hai
Dil Ke Badle Dard-e-dil
Liya Karte Hai
Jaane Kyoon Log Muhabbat
Kiya Karte Hai……….
Humm…
Tanhaayi Milti Hai
Mehfil Nahin Milti
Raahen Muhabbat Me
Kabhi Manzil Nahin Milti
Dil Toot Jaata Hai
Nakaam Hota Hai
Ulfat
Me Logon
Ka Yahi
Anjaam Hota Hai
Koyi Kya Jaane
Kyoon Ye Parwaane
Kyoon Machalte Hain
Gham Me Jalte Hain
Aanhen Bhar Bhar Ke Deewane
Jiya Karte Hai
Aanhen Bhar Bhar Ke Deewane
Jiya Karte Hai
Jaane Kyoon Log Muhabbat
Kiya Karte Hai……….
Antakshari Songs from “J”
Saawan Me Aankhon Ko
Kitna Rulaati Hai
Furqat Me Jab Dil Ko
Kisi Ki Yaad Aati Hai
Ye Zindagi Yoon Hi
Barbaad Hoti Hai
Har Waqt
Hothon
Pe Koyi
Fariyaad Hoti Hai
Na Dawayon Ka
Naam Chalta Hai
Na Duaaon Se
Kaam Chalta Hai
Zehar Ye Phir Bhi Sabhi Kyoon
Piya Karte Hai
Zehar Ye Phir Bhi Sabhi Kyoon
Piya Karte Hai
Jaane Kyoon Log Muhabbat
Kiya Karte Hai……….
Top 100 Solo Songs of Lata Mangeshkar
Mehboob Se Har Gham
Mansoob Hota Hai
Din Raat Ulfat Me
Tamaasha Khoob Hota Hai
Raaton Se Bhi Lambe
Ye Pyar Ke Kisse
Aashiq
Sunaate
Hai
Zafa-e-yaar Ke Kisse
Bemuravvat Hain
Bewafa Hai Wo
Us Sitamgar Ka
Apne Dilbar Ka
Naam Le Le Ke Duhaayi
Diya Karte Hai
Naam Le Le Ke Duhaayi
Diya Karte Hai
Jaane Kyoon Log Muhabbat
Kiya Karte Hai……….
Song: Jaane Kyoon Log Muhabbat
Film: Mehboob Ki Mehndi (1971)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Leena Chandavarkar
Lyrics in Hindi | Jaane Kyoon Log Muhabbat Kiya Karte Hai | Mehboob Ki Mehndi | Leena Chandavarkar
इस ज़माने में
इस मोहब्बत ने
कितने दिल तोड़े
कितने घर फूँके
जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
किया करते हैं
जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
किया करते हैं
दिल के बदले दर्द-ए-दिल
लिया करते हैं
जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
किया करते हैं………….
हम्म…
तन्हायी मिलती है
महफ़िल नहीं मिलती
राहें मोहब्बत में
कभी मंज़िल नहीं मिलती
दिल टूट जाता है
नाकाम होता है
उल्फ़त
में लोगों
का यही
अंजाम होता है
कोई क्या जाने
क्यों ये परवाने
क्यों मचलते हैं
ग़म में जलते हैं
आँहें भर भर के दीवाने
जिया करते हैं
आँहें भर भर के दीवाने
जिया करते हैं
जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
किया करते हैं…………
Best Songs of Laxmikant-Pyarelal and Anand Bakshi
सावन में आँखों को
कितना रुलाती है
फुरक़त में जब दिल को
किसी की याद आती है
ये जिंदगी यूँ ही
बरबाद होती है
हर वक़्त
होंठों
पे कोई
फ़रियाद होती है
ना दवाओं का
नाम चलता है
ना दुआओं से
काम चलता है
ज़हर ये फिर भी सभी क्यूँ
पिया करते हैं
ज़हर ये फिर भी सभी क्यूँ
पिया करते हैं
जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
किया करते हैं…………
100 Best Songs of 1970s
महबूब से हर ग़म
मनसूब होता है
दिन रात उल्फ़त में
तमाशा खूब होता है
रातों से भी लम्बे
ये प्यार के किस्से
आशिक़
सुनाते
हैं
ज़फ़ा-ए-यार के किस्से
बेमुरव्वत है
बेवफा है वो
उस सितमगर का
अपने दिलबर का
नाम ले ले के दुहायी
दिया करते हैं
नाम ले ले के दुहायी
दिया करते हैं
जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
किया करते हैं…………
गीत: जाने क्यूँ लोग मुहब्बत
फिल्म: महबूब की मेहन्दी (1971)
गायक: लता मंगेशकर
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: लीना चंद्रावरकर