Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Jis ne Ye Pehnayi Hai
Us Dildaar Ke Sadke
Jis ne Ye Pehnayi Hai
Us Dildaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Us Zulf Ke Qurban
Lab-O-Rukhsar Ke Sadke
Us Zulf Ke Qurban
Lab-O-Rukhsar Ke Sadke
Har Jalwa Tha Ik Shola
Husn-E-Yaar Ke Sadke
Har Jalwa Tha Ik Shola
Husn-E-Yaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke………..
Jawani Maangti Thi
Ye Haseen Jhankaar Barson Se
Jawani Maangti Thi
Ye Haseen Jhankaar Barson Se
Tamanna Goonth Rahi Thi
Dhadkano Ke Haar Barson Se
Chhup Chhup Ke Aane Waale (2)
Tere Pyar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke………..
Jawaani So Rahi Thi Husn Ki
Rangeen Panahon Me
Jawaani So Rahi Thi Husn Ki
Rangeen Panahon Me
Chura Laaye Hum Un Ke
Naazaneen Jalwen Nigaahon Me
Chura Laaye Hum Un Ke
Naazaneen Jalwen Nigaahon Me
Kismat Se Jo Hua Hai
Us Deedar Ke Sadke
Kismat Se Jo Hua Hai
Us Deedar Ke Sadke
Us Zulf Ke Qurban
Lab-O-Rukhsar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke………..
Nazar Lehra Rahi Thi
Jism Pe Masti Si Chhayi Hai
Nazar Lehra Rahi Thi
Jism Pe Masti Si Chhayi Hai
Dubaara Dekhne Ke Shauk Ne
Halchal Machaayi Hai
Dubaara Dekhne Ke Shauk Ne
Halchal Machaayi Hai
Dil Ko Jo Lag Gaya Hai
Us Azaar Ke Sadke
Dil Ko Jo Lag Gaya Hai
Us Azaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Us Zulf Ke Qurban
Lab-O-Rukhsar Ke Sadke
Jis ne Ye Pehnayi Hai
Us Dildaar Ke Sadke
Jis ne Ye Pehnayi Hai
Us Dildaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke
Is Reshmi Paazeb Ki
Jhankaar Ke Sadke………..
Song: Is Reshmi Paazeb Ki
Film: Lalila Majnu (1976)
Singer: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Music: Madan Mohan, Jaidev
Lyricist: Sahir Ludhiyanvi
Featuring: Ranjeeta Kaur, Rishi Kapoor
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
जिस ने ये पहनाई है
उस दिलदार के सदके
जिस ने ये पहनाई है
उस दिलदार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
उस ज़ुल्फ़ के कुर्बां
लब-ओ-रुक़सार के सदके
उस ज़ुल्फ़ के कुर्बां
लब-ओ-रुक़सार के सदके
हर जलवा था इक शोला
हुस्न-ए-यार के सदके
हर जलवा था इक शोला
हुस्न-ए-यार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके………..
जवानी माँगती थी
ये हसीं झंकार बरसों से
जवानी माँगती थी
ये हसीं झंकार बरसों से
तमन्ना गुँथ रही थी
धड़कनों के तार बरसों से
छुप-छुप के आने वाले (2)
तेरे प्यार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके………..
जवानी सो रही थी हुस्न की
रंगीं पनाहों में
जवानी सो रही थी हुस्न की
रंगीं पनाहों में
चुरा लाये हम उन के
नाज़नीं जलवे निगाहों में
चुरा लाये हम उन के
नाज़नीं जलवे निगाहों में
क़िसमत से जो हुआ है
उस दीदार के सदके
क़िसमत से जो हुआ है
उस दीदार के सदके
उस ज़ुल्फ़ के कुर्बां
लब-ओ-रुक़सार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके………..
नज़र लहरा रही थी
जिस्म पे मस्ती सी छाई है
नज़र लहरा रही थी
जिस्म पे मस्ती सी छाई है
दुबारा देखने की शौक़ ने
हलचल मचाई है
दुबारा देखने की शौक़ ने
हलचल मचाई है
दिल को जो लग गया है
उस अज़ार के सदके
दिल को जो लग गया है
उस अज़ार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
उस ज़ुल्फ़ के कुर्बां
लब-ओ-रुक़सार के सदके
जिस ने ये पहनाई है
उस दिलदार के सदके
जिस ने ये पहनाई है
उस दिलदार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके
इस रेशमी पाज़ेब की
झंकार के सदके………….
गीत: इस रेशमी पाज़ेब की
फिल्म: लैला मजनूँ (1976)
गायक: मोहम्मद रफ़ी, लता मंगेशकर
संगीतकार: मदन मोहन, जयदेव
गीतकार: साहिर लुधियानवी
कलाकार: रंजीता कौर, ऋषि कपूर