Hindi Song lyrics

Lyrics Hum Ne Gaanv Ke Panaghat Pe

Lyrics in English | Hum Ne Gaanv Ke Panaghat Pe | Ek Bechara (1972) | Jeetendra, Rekha

Hamre Desh Me
Kahte Thay
Har Ladki Hindustaani
Ya Radha Hai
Ya Saeta Hai
Ya Jhaansi Ki Raani
Raama Ho Raama (4)
Hum Ne Gaanv Ke
Panaghat Pe Bhai
Hum Ne Gaanv Ke
Panaghat Pe
Hum Ne Gaanv Ke
Panaghat Pe Bhai
Dekhi Thi Panhaariyaan
Chakkar Kha Gaye
Hum To Re Bhaiyya
Dekh Shahar Ki Naariyaan
Hum Ne Gaanv Ke
Panaghat Pe
Hum Ne Gaanv Ke
Panaghat Pe Bhai
Dekhi Thi Panhaariyaan
Chakkar Kha Gaye
Hum To Re Bhaiyya
Dekh Shahar Ki Naariyaan
O Ho Ho Ho Ho (2)………….

Antakshari Songs from “H”

Yahaan Sadken Hain
Wahaan Galiyaan Thi
Yahaan Kaante Hain
Wahaan Kaliyaan Thi
Wahaan Taanga Tha
Yahaan Tamtam Hain
Wahaan Gori Thi
Yahaan Madam Hain
Wahaan Paayal Thi
Yahaan Sandal Hain
Wahaan Paayal Thi
Yahaan Sandal Hain
Wahaan Jhoomar Tha
Yahaan Pandal Hain
Waha Ghoonghat Tha
Yahaan Jalwa Hai
Wahaan Shaanti Thi
Yahaan Balwa Hai
Baat Baat Pe Karti Hain
Baat Baat Pe Karti Hai Ye
Ladne Ki Taiyyariyaan
Chakkar Kha Gaye
Hum To Re Bhaiyya
Dekh Shahar Ki Naariyaan………….

Best Songs of 1970s

Koyi Bulbul Hai
Koyi Titali Hai
Koyi Shola Hai
Koi Bijli Hai
Koyi M A Hai
Koyi B A Hai
Koyi Koyi To Peeye Hai
Bas Naam Hi To
Ek Asli Hai
Bas Naam Hi To
Ek Asli Hai
Baaki Jo Hai
Sab Nakli Hai
Kaisi Doli Kya Baarati
Khud Chun Le
Ye Jeewan Saathi
Shaadi Se Pahle
Karti Hai
Shaadi Se Pahle
Karti Hai
Aksar Prem Kunwaariyaan
Chakkar Kha Gaye
Hum To Re Bhaiyya
Dekh Shahar Ki Naariyaan
O Ho Ho Ho Ho (2)
Raama Ho Raama (2)…………

Song: Hum Ne Gaanv Ke Panaghat Pe (Raama Ho Raama)
Film: Ek Bechara (1972)
Singer: Mukesh
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Jeetendra, Rekha

Lyrics in English | Hum Ne Gaanv Ke Panaghat Pe (Raama Ho Raama | Ek Bechara (1972) | Mukesh

हमरे देश में
कहते थे
हर लड़की हिन्दुस्तानी
या राधा है
या सीता है
या झाँसी की रानी
रामा हो रामा (4)
हम ने गाँव के
पनघट पे भई
हम ने गाँव के
पनघट पे
हम ने गाँव के
पनघट पे भई
देखी थी पनिहारियाँ
चक्कर खा गए
हम तो रे भैया
देख शहर की नारियाँ
हम ने गाँव के
पनघट पे
हम ने गाँव के
पनघट पे भई
देखी थी पनिहारियाँ
चक्कर खा गए
हम तो रे भैया
देख शहर की नारियाँ
ओ हो हो हो हो (2)……………..

Best Songs of Lalxmikant-Pyarelal and Anand Bakshi

यहाँ सड़कें है
वह गालियाँ थी
यहाँ काँटें है
वहाँ कलियाँ थी
वहाँ ताँगा था
यहाँ टमटम है
वहाँ गोरी थी
यहाँ मैडम है
वहाँ पायल थी
यहाँ सैंडल है
वहाँ पायल थी
यहाँ सैंडल है
वहाँ झूमर था
यहाँ पैंडेल है
वहाँ घूँघट था
यहाँ जलवा है
वहाँ शान्ति थी
यहाँ बलवा है
बात बात पे करती हैं
बात बात पे करती हैं ये
ये लड़ने की तैयारियाँ
चक्कर खा गए
हम तो रे भैया
देख शहर की नारियाँ………..

Best Songs of 1972

कोई बुल बुल है
कोई तितली है
कोई शोला है
कोई बिजली है
कोई एम् ए है
कोई बी ए है
कोई कोई तो पीये है
बस नाम ही तो
एक असली है
बस नाम ही तो
एक असली है
बाकी जो है
सब नकली है
कैसी डोली क्या बाराती
खुद चुन ले
ये जीवन साथी
शादी से पहले
करती है
शादी से पहले
करती है
अक्सर प्रेम कुवांरियाँ
चक्कर खा गए
हम तो रे भैया
देख शहर की नारियाँ
ओ हो हो हो हो (2)
रामा हो रामा (2)……..

गीत: हम ने गाँव के पनघट पे (रामा हो रामा)
फिल्म: एक बेचारा (1972)
गायक: मुकेश, लता मंगेशकर
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: जीतेन्द्र, रेखा

Hum Ne Gaanv Ke Panaghat Pe | Ek Bechara (1972)-YouTube

Lyrics Hum Ne Gaanv Ke Panaghat Pe from Ek Bechara (1972)
bollywoodproduct

Bollywood Product is a website that provides information about Bollywood and Bollywood Products. No matter if it is a Movie, Song, Award Ceremony, Song Lyrics or anything else related to Bollywood.