Lyrics Hum Jab Honge Saath Saal Ke

0
813

Lyrics in English | Hum Jab Honge Saath Saal Ke | Kal Aaj Aur Kal (1971) | Randhir Kapoor, Babita

Ham Jab Honge
Saath Saal Ke
Aur Tum Hogi
Pachapan Ki
Bolo Preet Nibhaaogi Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki

Kya (3)
Ham Jab Honge Saath Saal Ke
Aur Tum Hogi Pachapan Ki
Bolo Preet Nibhaaogi Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki
Ham Jab Honge Saath Saal Ke
Aur Tum Hogi Pachapan Ki
Bolo Preet Nibhaaogi Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki

Tum Jab Hoge Saath Saal Ke
Aur Main Hoongi Pachpan Ki
Preet Ki Jyot Jalaugi Main
Tab Bhi Apne Bachpan Ki………….

Haan
Baahon Ka Sahaara Ho Jab
Lakdi Kyoon Ham Tekenge
Aankh Bhale Dhundhali Ho Jaaye
Dil Ki Nazar Se Dekhege
Haan
Baahon Ka Sahaara Ho Jab
Lakdi Kyoon Ham Tekenge
Aankh Bhale Dhundhali Ho Jaaye

Dil Ki Nazar Se Dekhege
Aankhon Me Tum Yoon Hi Dekhna (2)
Kya Hai Zarurat Darpan Ki
Bolo Preet Nibhaaogi Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki

Tum Jab Hoge Saath Saal Ke
Aur Main Hoongi Pachpan Ki
Preet Ki Jyot Jalaugi Main
Tab Bhi Apne Bachpan Ki………….

Antakshari Songs from “H”

Roop Ki Ye Mastaani Dhoop
Ik Din To Dhal Jaayegi
Aur Kismat Bhi Chehre Pe
Samay Ka Rang Mal Jaayegi
Haan
Roop Ki Ye Mastaani Dhoop
Ik Din To Dhal Jaayegi
Aur Kismat Bhi Chehre Pe
Samay Ka Rang Mal Jaayegi
Tum Tab Kahin Badal Na Jaana (2)
Kasam Tumhe Is Dhadkan Ki
Bolo Preet Nibhaaoge Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki…………..

Haan
Thandi Me Tum Sweater Bun-Na
Ham Lakdi Chun Laayenge
Bachcho Ke Sang Bachche Ban Kar
Ham Dono Tutlaayenge
Haan
Thandi Me Tum Sweater Bun-Na
Ham Lakdi Chun Laayenge
Bachcho Ke Sang Bachche Ban Kar
Ham Dono Tutlaayenge

Mil-Jul Kar Ham Saath Rahenge (2)
Baat Na Hogi Anban Ki
Bolo Preet Nibhaaogi Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki

Tum Jab Hoge Saath Saal Ke
Aur Main Hoongi Pachpan Ki
Preet Ki Jyot Jalaugi Main
Tab Bhi Apne Bachpan Ki
Ham Jab Honge Saath Saal Ke
Aur Tum Hogi Pachapan Ki
Bolo Preet Nibhaaogi Na
Tab Bhi Apne Bachpan Ki…………

Song: Hum Jab Honge Saath Saal Ke
Film: Kal Aaj Aur Kal (1971)
Singer: Kishore Kumar, Asha Bhosle
Music Director: Shankar-Jaikishan
Lyricist: Shaily Shailendra
Featuring: Randhir Kapoor, Babita

Lyrics in Hindi | Hum Jab Honge Saath Saal Ke | Kal Aaj Aur Kal (1971) | Asha Bhosle, Kishore Kumar

हम जब होंगे
साठ साल के
और तुम होगी
पचपन की
बोलो प्रीत निभाओगी ना
तब भी अपने बचपन की

क्या (3)
हम जब होंगे साठ साल के
और तुम होगी पचपन की
बोलो प्रीत निभाओगी ना
तब भी अपने बचपन की
हम जब होंगे साठ साल के
और तुम होगी पचपन की
बोलो प्रीत निभाओगी ना
तब भी अपने बचपन की

तुम जब होंगे साठ साल के
और मैं हूँगी पचपन की
प्रेम की ज्योत जलाऊँगी मैं
तब भी अपने बचपन की………..

हाँ
बाँहों का सहारा हो जब
लकड़ी क्यों हम टेकेंगे
आँख भले धुंधली हो जाए
दिल की नज़र से देखेंगे
हाँ
बाँहों का सहारा हो जब
लकड़ी क्यों हम टेकेंगे
आँख भले धुंधली हो जाए
दिल की नज़र से देखेंगे
आँखों में तुम यूँ ही देखना (2)
क्या है जरुरत दरपन की
बोलो प्रीत निभाओगी ना
तब भी अपने बचपन की

तुम जब होंगे साठ साल के
और मैं हूँगी पचपन की
प्रेम की ज्योत जलाऊँगी मैं
तब भी अपने बचपन की………..

Best Songs of Kishore Kumar and Asha Bhosle

रुप की ये मस्तानी धूप
इक दिन तो ढल जाएगी
और क़िस्मत भी चहरे पे
समय का रंग मल जाएगी
हाँ
रुप की ये मस्तानी धूप
इक दिन तो ढल जाएगी
और क़िस्मत भी चहरे पे
समय का रंग मल जाएगी
तुम तब कहीं बदल ना जाना (2)
कसम तुम्हे इस धड़कन की
बोलो प्रीत निभाओगे ना
तब भी अपने बचपन की…………

हाँ
ठंडी में तुम स्वेटर बुनना
हम लकड़ी चुन लाएंगे
बच्चो के संग बच्चे बन
कर हम दोनों तुतलायेगे
हाँ
ठंडी में तुम स्वेटर बुनना
हम लकड़ी चुन लाएंगे
बच्चो के संग बच्चे बन
कर हम दोनों तुतलायेगे
मिल-जुल कर हम साथ रहेंगे (2)

बात ना होगी अनबन की
बोलो प्रीत निभाओगी ना
तब भी अपने बचपन की

तुम जब होंगे साठ साल के
और मैं हूँगी पचपन की
प्रेम की ज्योत जलाऊँगी मैं
तब भी अपने बचपन की
हम जब होंगे साठ साल के
और तुम होगी पचपन की
बोलो प्रीत निभाओगी ना
तब भी अपने बचपन की………..

गीत: हम जब होंगे साथ साल के
फिल्म: कल आज और कल (1971)
गायक: किशोर कुमार, आशा भोंसले
संगीतकार: शंकर-जयकिशन
गीतकार: शैली शैंलेद्र
कलाकार: रणधीर कपूर, बबीता

Hum Jab Honge Saath Saal Ke | Kal Aaj Aur Kal (1971) – YouTube video

Lyrics Hum Jab Honge Saath Saal Ke from Kal Aaj Aur Kal (1971)

Spread the love

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here