Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Zehar Chup Ke Se
Dawa Jaan Ke Khaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe…………
Dil Ne Aise Bhi
Kuchh Afsaane
Sunaaye Honge
Dil Ne Aise Bhi
Kuchh Afsaane
Sunaaye Honge
Ashq Aankhon Ne
Peeye Aur Na
Bahaaye Honge
Band Kamre Me
Jo Khat Mere Jalaaye Honge
Ek Ik Harf Zabeen Par
Ubhar Aaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe…………
Us Ne Ghabara Ke
Nazar Laakh Bachayee Hogi
Us Ne Ghabara Ke
Nazar Laakh Bachayee Hogi
Dil Ki Lutati Hui
Duniya Nazar Aayee Hogi
Mez Se Jab Meri
Tasveer Hatayee Hogi
Mez Se Jab Meri
Tasveer Hatayee Hogi
Har Taraf Mujh Ko (2)
Tadpata Hua Paaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe…………
Chhed Ki Baat Pe
Armaan Machal Aaye Hoge
Chhed Ki Baat Pe
Armaan Machal Aaye Hoge
Gham Dikhaave Ki
Hansi Me Ubal Aaye Honge
Naam Par Mere
Jab Aansu Nikal Aaye Hoge
Naam Par Mere
Jab Aansu Nikal Aaye Hoge
Sar Na Kaandhe Se (2)
Saheli Ke Uthaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe………..
Zulf Zid Kar Ke
Kisi Ne Jo
Banayee Hogi
Zulf Zid Kar Ke
Kisi Ne Jo
Banayee Hogi
Aur Bhi Gham Ki
Ghata Mukhde
Pe Chhayee Hogi
Bijli Nazron Ne
Kayee Din Na Giraayee Hogi
Rang Chehre Pe
Kayee Roz Na Aaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe
Us Ne Bulaaya Hoga
Zehar Chup Ke Se
Dawa Jaan Ke Khaaya Hoga
Ho Ke Majboor Mujhe………….
Song: Ho Ke Majboor Mujhe Us Ne Bulaaya Hoga
Film: Haqeekat (1964)
Singer: Mohammed Rafi, Manna Dey, Talat Mahmood, Bhupinder Singh
Music Director: Madan Mohan
Lyricist: Kaifi Azmi
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
ज़हर चुप के से
दवा जान के खाया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …………
दिल ने ऐसे भी
कुछ अफ़साने
सुनाये होंगे
दिल ने ऐसे भी
कुछ अफ़साने
सुनाये होंगे
अश्क़ आँखों ने
पीये और ना
बहाये होंगे
बंद कमरे में
जो ख़त मेरे जलाये होंगे
एक इक हर्फ़ ज़बीं पर
उभर आया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …………
उस ने घबरा के
नज़र लाख बचाई होगी
उस ने घबरा के
नज़र लाख बचाई होगी
दिल की लुटती हुई
दुनिया नज़र आयी होगी
मेज़ से जब मेरी
तस्वीर हटाई होगी
मेज़ से जब मेरी
तस्वीर हटाई होगी
हर तरफ मुझ को (2)
तड़पता हुआ पाया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …………
छेड़ की बात पे
अरमाँ मचल आये होंगे
छेड़ की बात पे
अरमाँ मचल आये होंगे
ग़म दिखावे की
हँसी में उबाल आये होंगे
नाम पर मेरे
जब आंसू निकल आये होंगे
नाम पर मेरे
जब आंसू निकल आये होंगे
सर ना काँधे से (2)
सहेली के उठाया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
हो के मजबूर मुझे …………
ज़ुल्फ़ ज़िद कर के
किसी ने जो
बनाई होगी
ज़ुल्फ़ ज़िद कर के
किसी ने जो
बनाई होगी
और भी ग़म की
घटा मुखड़े
पे छाई होगी
बिजली नज़रों ने
कई दिन ना गिराई होगी
रंग चेहरे पे
कई रोज़ ना आया होगा
हो के मजबूर मुझे
उस ने भुलाया होगा
ज़हर चुप के से
दवा जान के खाया होगा
हो के मजबूर मुझे ………….
गीत: हो के मजबूर मुझे उस ने भुलाया होगा
फिल्म: हकीकत (1964)
गायक: मोहम्मद रफ़ी, मन्ना डे, तलत महमूद, भूपिंदर सिंह
संगीतकार: मदन मोहन
गीतकार: कैफ़ी आज़मी