Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics in English
Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka
Mohabbat Me Jo Ho Gya Ho Kisi Ka……….
Luta Jo Musafir Dil Ke Safar Me
Hai Jannat Ye Duniya Us Ki Nazar Me
Luta Jo Musafir Dil Ke Safar Me
Hai Jannat Ye Duniya Us Ki Nazar Me
Usi Ne Hai Loota Maza Zindgi Ka
Mohabbat Me Jo Ho Gya Ho Kisi Ka……….
Hai Sazde Ke Kabil Har Wo Deewana
Ke Jo Ban Gaya Ho Tasweer -e- Jaana
Hai Sazde Ke Kabil Har Wo Deewana
Ke Jo Ban Gaya Ho Tasweer-e- Jaana
Karo Ehatram Us Ki Deewangi Ka
Mohabbat Me Jo Ho Gya Ho Kisi Ka……….
Barbad Hona Jis Ki Ada Ho
Dar-e-Mohabbat Jis Ki Dawa Ho
Barbad Hona Jis Ki Ada Ho
Dar-e-Mohabbat Jis Ki Dawa Ho
Satayega Kya Gham Use Zindgi Ka
Mohabbat Me Jo Ho Gya Ho Kisi Ka
Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka
Mohabbat Me Jo Ho Gya Ho Kisi Ka……….
Song: Isharon Isharon Me Dil Lene Wale
Film: Kashmir Ki Kali (1964)
Singer: Asha Bholse, Mohammed Rafi
Music Director: O. P. Nayyar
Lyricist: S. H. Bihari
Featuring: Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka Lyrics in Hindi
है दुनिया उसी की ज़माना उसी का
मोहब्बत में जो हो गया हो किसी का……….
लुटा जो मुसाफिर दिल के सफर में
है जन्नत ये दुनिया उस की नज़र में
लुटा जो मुसाफिर दिल के सफर में
है जन्नत ये दुनिया उस की नज़र में
उसी ने है लूटा मज़ा ज़िंदगी का
मोहब्बत में जो हो गया हो किसी का……….
है सज़दे के काबिल हर वो दीवाना
के जो बन गया हो तस्वीर-ए-जाना
है सज़दे के काबिल हर वो दीवाना
के जो बन गया हो तस्वीर-ए-जाना
करो एहतराम उस की दीवानगी का
मोहब्बत में जो हो गया हो किसी का……….
बर्बाद होना जिस की अदा हो
दर्द-ए-मोहब्बत जिस की दवा हो
बर्बाद होना जिस की अदा हो
दर्द-ए-मोहब्बत जिस की दवा हो
सताएगा क्या ग़म उसे ज़िंदगी का
मोहब्बत में जो हो गया हो किसी का
है दुनिया उसी की ज़माना उसी का
मोहब्बत में जो हो गया हो किसी का……….……….
गीत: है दुनिया उसी की ज़माना उसी का
फिल्म: कश्मीर की कली (1964)
गायक: मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: ओ पी नय्यर
गीतकार: एस एच बिहारी
कलाकार: शर्मीला टैगोर, शम्मी कपूर
More Songs of Kashmir Ki Kali (1964)
- Hai Duniya Usi Ki Zamana Usi Ka – Mohammed Rafi
- Ye Chaand Sa Roshan Chehra – Mohammed Rafi
- Kisi Na Kisi Se Kabhi Na Kabhi – Mohammed Rafi
- Deewana Hua Baadal – Mohammed Rafi, Asha Bhosle
- Subhaan Allah Haseen Chehra – Mohammed Rafi
- Isharon Isharon Me Dil Lene Wale – Mohammed Rafi, Asha Bhosle
- Meri Jaan Balle Balle – Mohammed Rafi, Asha Bhosle
- Balma Khuli Hawa Me – Asha Bhosle



