Ye Aansoo Ye Jazbaat
Tum Bechte Ho
Gareebon Ke Halaat
Tum Bechte Ho
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Isi Baat Par
Sab Ko Mera Salaam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam………….
Ye Kya Hai TAmmasha
Ye Kya Hai Sitam
Ye Kya Hai TAmmasha
Ye Kya Hai Sitam
Maza Aa Gaya Bas
Khuda Ki Kasam
Khushi Ki Dukano Pe
Bikta Hai Gham (2)
Fida Aise Gham Pe
Hai Khushiyaan TAmmam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam………….
Ye Fankaar Ki
Ik Haseen Yaad Hai
Ye Fankaar Ki
Ik Haseen Yaad Hai
Kisi Bhooke Nange
Ki Fariyaad Hai
Ye Tasveer To
Kaabil-E- Daad Hai (2)
Ise Dijiye Aap Pehla Inaam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam………….
Ye Masoom Bachcha
Ye Majboor Maa
Ye Masoom Bachcha
Ye Majboor Maa
Na Chulha Na Bartan
Na Ghar Na Dhuan
Na Chulha Na Bartan
Na Ghar Na Dhuan
Gareebi Ki Muh Bolti Dastaa
Ameeri Ka Muh Bolta Intqaam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Isi Baat Par
Sab Ko Mera Salaam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam
Ameeron Ki Sham
Gareebon Ke Naam………….
Song: Ameeron Ki Sham Gareebon Ke Naam
Film: Naam (1986)
Singer: Mohammed Aziz
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Featuring: Poonam Dhillon, Kumar Gaurav
ये आंसू ये जज़्बात
तुम बेचते हो
गरीबों के हालात
तुम बेचते हो
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
इसी बात पर
सब को मेरा सलाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम ………….
ये क्या है तमाशा
ये क्या है सितम
ये क्या है तमाशा
ये क्या है सितम
मज़ा आ गया बस
खुदा की कसम
ख़ुशी की दुकानों पे
बिकता है ग़म (2)
फ़िदा ऐसे ग़म पे
है खुशियां तमाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम ………….
ये फनकार की
इक हसीं याद है
ये फनकार की
इक हसीं याद है
किसी भूखे नंगे
की फ़रियाद है
ये तस्वीर तो
काबिल-ए- दाद है (2)
इसे दीजिये आप पहला इनाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम ………….
ये मासूम बच्चा
ये मजबूर माँ
ये मासूम बच्चा
ये मजबूर माँ
ना चूल्हा ना बर्तन
ना घर ना धुआं
ना चूल्हा ना बर्तन
ना घर ना धुआं
गरीबी की मुँह बोलती दास्ताँ
अमीरी का मुँह बोलता इंतक़ाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
इसी बात पर
सब को मेरा सलाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम
अमीरों की शाम
गरीबों के नाम ………….
गीत: अमीरों की शाम गरीबों के नाम
फिल्म: नाम (1986)
गायक: मुहम्मद अज़ीज़
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: आनंद बक्शी
कलाकार: पूनम ढिल्लों, कुमार गौरव