Aap Ke
Pehloon Me Aa Kar
Ro Diye
Aap Ke
Pehloon Me Aa Kar Ro Diye
Daastaan-E-Gham Suna Kar
Ro Diye
Aap Ke
Pehloon Me Aa Kar Ro Diye………..
Zindgi Ne
Kar Diya
Jab Bhi Udaas
Zindgi Ne
Kar Diya
Jab Bhi Udaas
Aa Gaye
Ghabra Ke Ham
Manzil Ke Paas
Sar Jhukaaya
Sar Jhuka Kar Ro Diye
Aap Ke
Pehloon Me Aa Kar Ro Diye………..
Shaam Jab
Aansu Bahaati
Aa Gayee
Shaam Jab
Aansu Bahaati
Aa Gayee
Har Taraf
Gham Ki Udaasi
Chha Gayee
Deep Yaadon Ke Jala Kar
Ro Diye
Aap Ke
Pehloon Me Aa Kar Ro Diye………..
Gham Judaayee
Ka Sahaa
Jaata Nahin
Gham Judaayee
Ka Sahaa
Jaata Nahin
Aap Ke
Bin Ab Rahaa
Jaata Nahin
Pyar Me
Kya Kya Ganwa Kar Ro Diye
Daastaan-E-Gham Suna Kar
Ro Diye
Aap Ke
Pehloon Me Aa Kar Ro Diye………..
Song: Aap Ke Pehloon Me Aa Kar Ro Diye
Film: Mera Saaya (1966)
Singer: Mohammed Rafi
Music: Madan Mohan
Lyricist: Raja Mehdi Ali Khan
Featuring: Sunil Dutt
आप के
पहलूँ में आ कर
रो दिए
आप के
पहलूँ में आ कर रो दिए
दास्तान-ए-ग़म सुना कर
रो दिए
आप के
पहलूँ में आ कर रो दिए………..
ज़िंदगी ने
कर दिया
जब भी उदास
ज़िंदगी ने
कर दिया
जब भी उदास
आ गए
घबरा के हम
मंज़िल के पास
सर झुकाया
सर झुका कर रो दिए
आप के
पहलूँ में आ कर रो दिए………..
शाम जब
आँसू बहाती
आ गयी
शाम जब
आँसू बहाती
आ गयी
हर तरफ
ग़म की उदासी
छा गयी
दीप यादों के जला कर
रो दिए
आप के
पहलूँ में आ कर रो दिए………..
ग़म जुदाई
का सहा
जाता नहीं
ग़म जुदाई
का सहा
जाता नहीं
आप के
बिन अब रहा
जाता नहीं
प्यार में
क्या क्या गँवा कर रो दिए
दास्तान-ए-ग़म सुना कर
रो दिए
आप के
पहलूँ में आ कर रो दिए………..
गीत: आप के पहलूँ में आ कर रो दिए
फिल्म: मेरा साया (1966)
गायक: मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: मदन मोहन
गीतकार: राजा मेहदी अली खान
कलाकार: सुनील दत्त