Saturday, 05 September, 2026

Lyrics Ab Kya Misaal Doon


Ab Kya Misaal Doon Main Lyrics in English

Ab Kya Misaal Doon
Main Tumhare Shabab Ki
Insan Ban Gayee Hai Kiran
Mahtaab ki
Ab Kya Misaal Doon ………..
Chehre Me Ghul Gaya Hai
Haseen Chandni Ka Noor
Aankhon Me Hai Chaman Ki
Jawan Raat Ka Suroor
Gardan Hai Ek Jhuki Hui Daali
Ddaali gulab ki
Ab kya misaal doon
Main Tumhare Shabab ki
Ab kya misaal doon………
Gesu Khule To Shaam Ke
Dil se Dhuan Uthe
Chhoo-Le Kadam To Jhuk Ke
Na phir Aasman Uthe
Sau Bar Jhilmilaye Shama
Shama Aaftab Ki
Ab Kya Misaal Doon………..
Deewar-o-Dar Ka Rang Ye
Aanchal Ye Pairhan
Ghar Ka Mere Chirag Hai
Boota Sa Ye Badan
Tasveer Ho Tumhi Mere Jannat Ke
Jannat Ke Khwab Ki……..
Ab Kya Misaal Doon
Main Tumhare Shabab Ki
Insan Ban Gayee Hai Kiran
Mahtaab ki
Ab Kya Misaal Doon ………..

Song: Ab Kya Misaal Doon Main
Film: Aarti (1962)
Singer: Mohammed Rafi
Music Director: Roshan
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Featuring: Meena Kumar, Pradeep Kumar

Ab Kya Misaal Doon Main Lyrics in Hindi

अब क्या मिसाल दूँ
मैं तुम्हारे शबाब की
इंसान बन गयी है किरण
महताब की
अब क्या मिसाल दूँ ………..
चेहरे में घुल गया है
हसीं चांदनी का नूर
आँखों में है चमन की
जवां रात का सुरूर
गर्दन है एक झुकी हुई डाली
डाली गुलाब की
अब क्या मिसाल दूँ
मैं तुम्हारे शबाब की
अब क्या मिसाल दूँ ………
गेसू खुले तो शाम के
दिल से धुआं उठे
छू-ले कदम तो झुक के
ना फिर आसमां उठे
सौ बार झिलमिलाये शमां
शमां आफ़ताब की
अब क्या मिसाल दूँ ……….
दीवार-ओ-दर का रंग ये
आँचल ये पैरहन
घर का मेरे चिराग है
बूटा सा ये बदन
तस्वीर हो तुम्ही मेरे जन्नत के
जन्नत के ख्वाब की ……..
अब क्या मिसाल दूँ
मैं तुम्हारे शबाब की
इंसान बन गयी है किरण
महताब की
अब क्या मिसाल दूँ ………..

गीत: अब क्या मिसाल दूँ मैं
फिल्म: आरती (1962)
गायक: मोहम्मद रफ़ी
संगीतकार: रोशन
गीतकार: मजरूह सुल्तानपुरी
कलाकार: मीना कुमारी, प्रदीप कुमार

More Songs from Aarti (1962)

0 comments on “Lyrics Ab Kya Misaal Doon

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Categories