Lyrics in English | Insaaf Ki Dagar Pe Bachcho Dikhao Chal Ke
Insaaf Ki Dagar Pe
Bachchon Dikhayo Chal Ke
Ye Desh Hai Tumhaara
Neta Tumhi Ho Kal Ke
Insaaf Ki Dagar Pe
Bachchon Dikhayo Chal Ke
Ye Desh Hai Tumhaara
Neta Tumhi Ho Kal Ke…………
Duniya Ke Ranj Sehana Aur
Kuchh Na Muh Se Kehna
Duniya Ke Ranj Sehana Aur
Kuchh Na Muh Se Kehna
Sachchayion Ke Bal Pe
Aage Ko Badhte Rehna
Sachchayion Ke Bal Pe
Aage Ko Badhte Rehna
Rakh Doge Ek Din Tum
Sansaar Ko Badal Ke
Rakh Doge Ek Din Tum
Sansaar Ko Badal Ke
Insaaf Ki Dagar Pe
Bachchon Dikhayo Chal Ke
Ye Desh Hai Tumhaara
Neta Tumhi Ho Kal Ke…………
Apne Ho Ya Paraaye
Sab Ke Liye Ho Nyaay
Apne Ho Ya Paraaye
Sab Ke Liye Ho Nyaay
Dekho Kadam Tumhaara
Hargijz Na Dagmgaaye
Dekho Kadam Tumhaara
Hargijz Na Dagmgaaye
Raste Bade Kathin Hai
Chalna Sambhal Sambhal Ke
Raste Bade Kathin Hai
Chalna Sambhal Sambhal Ke
Insaaf Ki Dagar Pe
Bachchon Dikhayo Chal Ke
Ye Desh Hai Tumhaara
Neta Tumhi Ho Kal Ke…………
Insaaniyat Ke Sar Pe
Ijjat Ka Taaj Rakhna
Insaaniyat Ke Sar Pe
Ijjat Ka Taaj Rakhna
Tan Man Ki Bhent De Kar
Bhaarat Ki Laaj Rakhna
Tan Man Ki Bhent De Kar
Bhaarat Ki Laaj Rakhna
Jeewan Naya Milega
Antim Chita Me Jal Ke
Jeewan Naya Milega
Antim Chita Me Jal Ke
Insaaf Ki Dagar Pe
Bachchon Dikhayo Chal Ke
Ye Desh Hai Tumhaara
Neta Tumhi Ho Kal Ke…………
Insaaf Ki Dagar Pe
Bachchon Dikhayo Chal Ke
Ye Desh Hai Tumhaara
Neta Tumhi Ho Kal Ke…………
Singer: Hemant Kumar
Music Director: Naushad
Lyricist: Shakeel Badayuni
Featuring: Abhi Bhattacharya
Lyrics in Hindi | Insaaf Ki Dagar Pe Bachcho Dikhao Chal Ke
इन्साफ की डगर पे
बच्चों दिखायो चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के
इन्साफ की डगर पे
बच्चों दिखायो चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के …………
दुनिया के रंज सहना और
कुछ ना मुँह से कहना
दुनिया के रंज सहना और
कुछ ना मुँह से कहना
सच्चाईओं के बल पे
आगे को बढ़ते रहना
सच्चाईओं के बल पे
आगे को बढ़ते रहना
रख दोगे एक दिन तुम
संसार को बदल के
रख दोगे एक दिन तुम
संसार को बदल के
इन्साफ की डगर पे
बच्चों दिखायो चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के …………
अपने हो या पराये
सब के लिए हो न्याय
अपने हो या पराये
सब के लिए हो न्याय
देखो कदम तुम्हारा
हरगिज ना डगमगाए
देखो कदम तुम्हारा
हरगिज ना डगमगाए
रस्ते बड़े कठिन है
चलना संभल संभल के
रस्ते बड़े कठिन है
चलना संभल संभल के
इन्साफ की डगर पे
बच्चों दिखायो चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के …………
इंसानियत के सर पे
इज्जत का ताज रखना
इंसानियत के सर पे
इज्जत का ताज रखना
तन मन की भेंट दे कर
भारत की लाज रखना
तन मन की भेंट दे कर
भारत की लाज रखना
जीवन नया मिलेगा
अंतिम चिता में जल के
जीवन नया मिलेगा
अंतिम चिता में जल के
इन्साफ की डगर पे
बच्चों दिखायो चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के …………
इन्साफ की डगर पे
बच्चों दिखायो चल के
ये देश है तुम्हारा
नेता तुम्ही हो कल के …………
गायक: हेमंत कुमार
संगीतकार: नौशाद
गीतकार: शकील बदायूँनी
कलाकार: अभि भट्टाचार्य