Lyrics Aur Nahin Bas Aur Nahin

0
860

Aur Nahin Bas Aur Nahin – Song contents:

Lyrics in English | Aur Nahin Bas Aur Nahin | Roti Kapada Aur Makaan-1974 | Manoj Kumar | Mahendra Kapoor

Aur Nahin Bas
Aur Nahin
Gham Ke Pyaale
Aur Nahin

Aur Nahin Bas
Aur Nahin
Gham Ke Pyaale
Aur Nahin

Dil Me Jagah
Nahin Baaki
Rok Nazar
Apni Saaki

Aur Nahin
Bas Aur Nahin
Gham Ke Pyaale
Aur Nahin

Aur Nahin Bas
Aur Nahin
Gham Ke Pyaale
Aur Nahin……….

Antakshari Songs from “A”

Sapne Nahin
Yahaan Tere
Apne Nahin
Yahaan Tere

Sapne Nahin
Yahaan Tere
Apne Nahin
Yahaan Tere

Sachchaayi Ka
Mol Nahin
Chup Ho Ja
Kuchh Bol Nahin

Pyar Preet Chillaayega
To Apna Gala Ganwaayega
Patthar Rakh Le
Seene Par

Kasmen Kha Le
Jeene Par
Kasmen Kha Le
Jeene Par

Gaur Nahin Hai
Aur Nahin
Parwaanon Par
Gaur Nahin

Aansoo Aansoo
Dhalte Hain
Angaaron Par Chalte Hain
To Aur Nahin Bas
Aur Nahin……….

Songs won Filmfare Awards

Aa….(2)
Kitna Padhoon
Zamaane Ko
Kitna Gadhoon
Zamaane Ko

Kitna Padhoon
Zamaane Ko
Kitna Gadhoon
Zamaane Ko

Kaun Guno Ko
Ginta Hai
Kaun Dukho Ko
Chunta Hai

Hamdardi Kaafur Hui
Neki Chaknaachoor Hui
Jee Karta Bas
Kho Jaoon

Kafan Odh Kar
So Jaoon
Kafan Odh Kar
So Jaoon

Daur Nahin Ye
Daur Nahin
Insaanon Ka
Daur Nahin

Fazj Yahaan Par
Farzii Hai
Asli To Khudgarji Hai
To Aur Nahin Bas
Aur Nahin…………

Best Songs of Mahendra Kapoor

Beemaar Ho
Gayi Duniya
Bekaar Ho
Gayi Duniya

Marne Lagi
Sharam Ab To
Bikne Lage
Sanam Ab To

Ye Raat Hai
Nazaaron Ki
Gairo Ke Saath
Yaaron Ki

To Jee Hai
Bigaad Doon Saari
Duniya Ujaad
Doon Saari
Duniya Ujaad
Doon Saari

Zor Nahin Hai
Zor Nahin
Dil Pe Kisi Ka
Zor Nahin

Koyi Aag Machal Jaaye
Saara Aalam Jal Jaaye
To Aur Nahin Bas
Aur Nahin
Gham Ke Pyaale
Aur Nahin
Aur Nahin Bas
Aur Nahin………….

Song: Aur Nahin Bas Aur Nahin
Film: Roti Kapada Aur Makaan (1974)
Singer: Mahendra Kapoor
Music Director: Laxmikant-Pyarelal
Lyricist: Santosh Anand
Featuring: Manoj Kumar

Lyrics in Hindi | Aur Nahin Bas Aur Nahin | Roti Kapada Aur Makaan-1974 | Laxmikant-Pyarelal | Santosh Anand

और नहीं बस
और नहीं
ग़म के प्याले
और नहीं

और नहीं बस
और नहीं
ग़म के प्याले
और नहीं

दिल में जगह
नहीं बाकी
रोक नज़र
अपनी साकी

तो और नहीं बस
और नहीं
ग़म के प्याले
और नहीं

और नहीं बस
और नहीं
ग़म के प्याले
और नहीं…………

Best Songs of Manoj Kumar

सपने नहीं
यहाँ तेरे
अपने नहीं
यहाँ तेरे

सपने नहीं
यहाँ तेरे
अपने नहीं
यहाँ तेरे

सच्चाई का
मोल नहीं
चुप हो जा
कुछ बोल नहीं

प्यार प्रीत चिल्लायेगा
तो अपना गला गँवायेगा
पत्थर रख ले
सीने पर

कसमें खा ले
जीने पर
कसमें खा ले
जीने पर

गौर नहीं है
और नहीं
परवानों पर
गौर नहीं

आँसू आँसू
ढलते हैं
अंगारों पर चलते हैं
तो और नहीं बस
और नहीं………….

Best of Laxmikant-Pyarelal

आ (2)
कितना पढ़ूँ
ज़माने को
कितना गढ़ूँ
ज़माने को

कितना पढ़ूँ
ज़माने को
कितना गढ़ूँ
ज़माने को

कौन गुणों को
गिनता है
कौन दुखों को
चुनता है

हमदर्दी काफूर हुई
नेकी चकनाचूर हुई
जी करता बस
खो जाऊँ

कफ़न ओढ़ कर
सो जाऊँ
कफ़न ओढ़ कर
सो जाऊँ

दौर नहीं ये
दौर नहीं
इंसानो का
दौर नहीं

फ़र्ज़ यहाँ पर
फ़र्ज़ी है
असली तो खुदगर्ज़ी है
तो और नहीं बस
और नहीं………..

All Time Best Songs Written by Santosh Anand

बीमार हो
गयी दुनिया
बेकार हो
गयी दुनिया

मरने लगी
शरम अब तो
बिकने लगे
सनम अब तो

ये रात है
नज़ारों की
गैरो के साथ
यारों की

तो जी है
बिगाड़ दूँ सारी
दुनिया उजाड़
दूँ सारी
दुनिया उजाड़
दूँ सारी

ज़ोर नहीं है
ज़ोर नहीं
दिल पे किसी का
ज़ोर नहीं

कोई आग मचल जाये
सारा आलम जल जाये
तो और नहीं बस
और नहीं
ग़म के प्याले
और नहीं
और नहीं बस
और नहीं………….

गीत: और नहीं बस और नहीं
फिल्म: रोटी कपड़ा और मकान (1974)
गायक: महेंद्र कपूर
संगीतकार: लक्ष्मीकांत-प्यारेलाल
गीतकार: संतोष आनंद
कलाकार: मनोज कुमार

Aur Nahin Bas Aur Nahin-YouTube Video | Roti Kapada Aur Makaan-1974

Lyrics Aur Nahin Bas Aur Nahin from Roti Kapada Aur Makaan-1974

Trivia

  1. Roti Kapada Aur Makaan received eleven (11) nominations at the 22nd Filmfare Awards (1975) and won three (3) of them.
    • By receiving eleven (11) nominations, Roti Kapada Aur Makaan became the most nominated film in the 22nd Filmfare Awards (1975).
    • The film also became the Most Awarded film in the 22nd Filmfare Awards (1975), along with Garm Hava, which also won three (3) awards.
  2. The musical-duo Laxmikant-Pyarelal received a Filmfare Nomination for Best Music Director at the 22nd Filmfare Awards (1975).
  3. Santosh Anand received two nominations for Best Lyricist at the 22nd Filmfare Awards (1975).
    • He received nominations for the songs Main Na Bhoolunga and Aur Nahi Bas Aur Nahin, both from Roti Kapada Aur Makaan.
    • Santosh Anand won the Filmfare Award for Main Na Bhoolunga.
  4. Mahendra Kapoor won the Filmfare Award for Aur Nahi Bas Aur Nahin in the Best Male Playback Singer category.

Know more about the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”

Q. When did the song “Aur Nahin Bas Aur Nahinrelease?
Ans. The song “Aur Nahin Bas Aur Nahin” is from the film Roti Kapada Aur Makaan (1974). The Audio Song was uploaded on YouTube by Saregama Music on 4 December 2020.

Q. Who is the lyricist of the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”?
Ans. Santosh Anand has written the lyrics of the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”.

Q. Who is the Music Director of the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”?
Ans. The Musical-Duo Laxmikant-Pyarelal has composed the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin” from Roti Kapada Aur Makaan (1974).

Q. Who is the singer(s) of the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”?
Ans. Mahendra Kapoor is the singer of the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”.

Q. Who has performed in the song, or Who is the actor/actress in the song “Aur Nahin Bas Aur Nahin”?
Ans. Manoj Kumar has performed in the Song.

Bollywood Product Speaks

We hope that you like the lyrics of Aur Nahin Bas Aur Nahin. Our team tries hard to provide accurate lyrics, especially in Hindi.

We do not copy and paste lyrics like other websites. The team of Bollywood Product listens to a particular song and then provides the lyrics in a unique way that no other website is providing.

We have color-coded every song’s lyrics. The Pink portion depicts the voice of the Female(s), the Blue part shows the voice(s) of the Male, and the Violet color represents the Chorus or dual voices of Male(s) and Female(s).

It takes a lot of time to listen and re-write the lyrics. However, we keep in mind the accuracy and not the time. Bollywood Product writes for its users and not for Google or any other search engines.

We hope that you will share the lyrics with your near and dear ones to give us a source of motivation. We promise you to provide the latest song lyrics (Bollywood) with the best user experience.

Spread the love

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here